बेवफा शायरी

To Bewafa Na Lage

To Bewafa Na Lage Shayari

न जाने क्या है..? उसकी उदास आंखों में,
वो मुँह छुपा के भी जाये तो बेवफा न लगे।

Na Jaane Kya Hai..? Uski Udaas Aankhon Mein,
Wo Moonh Chhupa Ke Bhi Jaaye To Bewafa Na Lage.

-Advertisement-

Ghai Ki Baahon Mein

Nafrat Ko Mohabbat Ki Aankhon Mein Dekha,
Berukhi Ko Unki Adaaon Mein Dekha,
Aankhein Nam Huin Aur Main Ro Pada,
Jab Apne Ko Ghairon Ki Baahon Mein Dekha.

नफरत को मोहब्बत की आँखों में देखा,
बेरुखी को उनकी अदाओं में देखा,
आँखें नम हुईं और मैं रो पड़ा...
जब अपने को गैरों की बाहों में देखा।

-Advertisement-

Gairon Ke Liye Maheke

Jin Phoolon Ko Sanwara Tha
Humne Apni Mohabbat Se,
Huye Khushboo Ke Kabil Toh
Bas Gairon Ke Liye Maheke.

जिन फूलों को संवारा था
हमने अपनी मोहब्बत से,
हुए खुशबू के काबिल तो
बस गैरों के लिए महके।

Tu Phir Se Bewafai Karna

Chalo Khelein Wahi Baazi
Jo Puraana Khel Hai Tera,
Tu Phir Se Bewafai Karna
Main Phir Aansoo Bahaunga.

चलो खेलें वही बाजी
जो पुराना खेल है तेरा,
तू फिर से बेवफाई करना
मैं फिर आँसू बहाऊंगा।

-Advertisement-

Woh Bewafa Na Aayi

Woh Bewafa Na Aayi Shayari

Jal Jal Ke Dil Mera Jalan Se Jal Raha,
Ek Ashq Meri Aankh Mein Muddat Se Pal Raha,
Jiska Main Kar Raha Hoon Ghut-Ghut Ke Intezaar,
Woh Bewafa Na Aayi Mera Dum Nikal Raha.

जल-जल के दिल मेरा जलन से जल रहा,
एक अश्क मेरे आँख में मुद्दत से पल रहा,
जिसका मैं कर रहा हूँ घुट-घुट के इंतजार,
वो बेवफा ना आई मेरा दम निकल रहा।

-Advertisement-

कुछ कच्चे मकानों वाले

आज भी गाँव में कुछ कच्चे मकानों वाले,
घर में हम-साए के फ़ाक़ा नहीं होने देते।

Kisi Ke Dil Mein

Khush Hoon Ke Mujhko Jala Ke Tum Hanse To Sahi,
Mere Na Sahi Kisi Ke Dil Mein Base To Sahi.

खुश हूँ कि मुझको जला के तुम हँसे तो सही,
मेरे न सही... किसी के दिल में बसे तो सही।

-Advertisement-

Parindon Ki Misaal

Woh Har Baat Pe Deta Hai Parindon Ki Misaal,
Saaf-Saaf Nahi Kehta Mera Shahar Chhod Do.

वो बेवफा हर बात पे देता है परिंदों की मिसाल,
साफ साफ नहीं कहता मेरा शहर छोड़ दो।