Home / Romantic Shayari / Labon Se Chhoo Lun

Labon Se Chhoo Lun

( Posted By Admin on 15-12-2016 )
-Advertisement-

Jab Yaar Mera Ho Paas Mere,
Main Kyun Na Hadd Se Gujar Jaun,
Jism Bana Loon Use Main Apna,
Ya Rooh Main Uski Ban Jaaun.

Labon Se Chhoo Lun Jism Tera,
Saanson Mein Saans Jaga Jaaun,
Tu Kahe Agar Ik Baar Mujhe,
Main Khud Hi Tujhme Sama Jaaun.

-Advertisement-

You may also like

-Advertisement-
Share this page
   
© 2015-2018 Hindi-shayari.in | Desclaimer | Contact us
Best Shayari in hindi | Love Sad Funny Shayari and Status in Hindi