फनी शायरी

Kabhi Murga To Kabhi Battakh

कभी मुर्गा तो कभी बत्तख बना देता है,
पता नहीं ये मास्टर मुझसे किस बात का बदला लेता है।

Kabhi Murga To Kabhi Battakh Bana Deta Hai,
Pata Nahin Ye Maastar Mujhse Kis Baat Ka Badala Leta Hai.

-Advertisement-

Koi Rashke-Qamar Hota

Koi Rashke-Qamar Hota Shayari

काश हमारा भी कोई रश्के-क़मर होता,
हम भी नजर मिलाते हमें भी मज़ा आता।

Kaash Humara Bhi Koi Rashke-Qamar Hota,
Hum Bhi Najar Milaate Humein Bhi Maza Aata.

-Advertisement-

Raayta Banta Gaya

हम तनहा ही चले थे
ज़िंदगी का दही जमाने,
बूंदियां मिलती गयीं...
रायता बनता गया।

Hum Tanha Hi Chale The
Zindagi Ka Dahi Jamaane,
Boondiyaan Milti Gayin...
Raayta Banta Gaya.

Ishq Mein Kya Batayein

Ishq Mein Kya Batayein Shayari

Ishq Mein Hum Tumhein Kya Batayein,
Kis Kadar Chot Khaye Huye Hain,
Maara Tha Baap Ne Kal Uske,
Aaj Bhai Aaye Huye Hain...!!!

इश्क में हम तुम्हें क्या बताएं
किस कदर चोट खाए हुए हैं,
मारा था बाप ने कल उसके,
आज भाई आये हुए हैं।

-Advertisement-

Sooraj Ko Phod Doonga

चाँद को तोड़ दूंगा...
सूरज को फोड़ दूंगा...
तू एक बार हाँ कर दे...
पहले वाली को छोड़ दूंगा।

Chaand Ko Tod Doonga...
Sooraj Ko Phod Doonga...
Tu Ek Baar Haan Kar De...
Pehle Vaali Ko Chhod Doonga.

-Advertisement-

Phool Bakari Kha Gayi

Phool Bakari Kha Gayi Shayari

अर्ज़ किया है...
कि बहार आने से पहले खिज़ां आ गई,
और फूल खिलने से पहले बकरी खा गई।

Arz Kiya Hai...
Ki Bahaar Aane Se Pehle Khizaan Aa Gayi,
Aur Phool Khilne Se Pehle Bakari Kha Gayi.

Padhai Kar Lo Beta

प्यार मोहब्बत तो सब धोखा है,
पढ़ाई कर लो बेटा अभी मौका है।

Pyaar Mohabbat To Sab Dhokha Hai,
Padhai Kar Lo Beta Abhi Mauka Hai.

न वक्त इतना है कि सिलेबस पूरा किया जाए,
न तरकीब कोई कि एग्जाम पास किया जाए,
न जाने कौन सा दर्द दिया है इस पढ़ाई ने,
न रोया जाए और न सोया जाए।

Na Waqt Itna Hai Ki Syllabus Poora Kiya Jaye,
Na Tarkeeb Koi Ki Exam Paas Kiya Jaye,
Na Jaane Kaun Sa Dard Diya Hai Is Padhai Ne,
Na Roya Jaye Aur Na Soya Jaye.

-Advertisement-

Matti Aur Tatti Mein Fark

Chaandni Raat Mein Najar Toh Sab Kuchh Aata Hai Ghalib,
Bas Matti Aur Tatti Mein Fark Najar Nahi Aata.

चाँदनी रात में नज़र तो सबकुछ आता है ग़ालिब,
बस मट्टी और टट्टी में फ़र्क नज़र नहीं आता।

** रात को खेत में बैठ कर लिखा शेर **