हिंदी शायरी

Hum Jaane Nahin Dete

तुम ज़िंदगी में आ तो गए हो
मगर इतना याद रखना,
हम जान दे देते हैं मगर जाने नहीं देते...।

Tum Zindagi Mein Aa To Gaye Ho
Magar Itna Yaad Rakhana,
Hum Jaan De Dete Hain Magar Jaane Nahin Dete....

-Advertisement-

Dard Kitna Hai

Dard Kitna Hai Shayari

मसला ये नहीं है कि
दर्द कितना है,
मुद्दा ये है कि
परवाह किसको है।

MasHala Ye Nahin Hai Ki
Dard Kitna Hai,
Mudda Ye Hai Ki
Parwaah Kisko Hai.

-Advertisement-

Churailon Se Setting

ऐ दोस्त व्हिस्की को कफ़न में बांध ला,
कब्र में बैठ कर पिया करेंगे,
इन लड़कियो से मिला है धोखा
चुड़ैलों से सेटिंग किया करेंगे।

Ai Dost Whiski Ko Kafan Mein Baandh La,
Kabr Mein Baith Kar Piya Karenge,
In Ladkiyo Se Mila Hai Dhokha,
Churailon Se Setting Kiya Karenge.

Gareeb Ko Marne Ki Jaldi

यहाँ गरीब को मरने की
इसलिए भी जल्दी है साहब,
कहीं जिन्दगी की कशमकश में
कफ़न महँगा ना हो जाए।

Yahaan Gareeb Ko Marne Ki
Iss Liye Bhi Jaldi Hai Saahab,
Kaheen Zindagi Ki Kashmkash Mein
Kafan Mahenga Na Ho Jaye.

-Advertisement-

Ladaki Ki Adaa Hai

मुस्कुराना तो हर लड़की की अदा है
जो इसे प्यार समझे वो सबसे बड़ा गधा है।

Muskurana To Har Ladaki Ki Adaa Hai,
Jo Ise Pyaar Samjhe Wo Sabse Bada Gadha Hai.

-Advertisement-

Uski Yaad Bhi

Uski Yaad Bhi Shayari

जीना चाहते हैं मगर ज़िंदगी रास नहीं आती,
मरना चाहते हैं मगर मौत पास नहीं आती,
बहुत उदास है ये ज़िंदगी उसके बिना,
उसकी याद भी तड़पाने से बाज नहीं आती।

Jeena Chaahte Hain Magar Zindagi Raas Nahin Aati,
Marna Chaahte Hain Magar Maut Paas Nahin Aati,
Bahut Udaas Hai Ye Zindagi Uske Bina,
Usaki Yaad Bhi Tadpaane Se Baaj Nahin Aati.

Teri Tasveer Ke Tukde

तेरी ये रेशमी ज़ुल्फ़ें हैं एक जंजीर के टुकड़े,
मेरी नस-नस में बसे है तेरी तस्वीर के टुकड़े,
अगर यकीन ना आये तो दिल चीर के दिखा दूँ,
मेरे दिल से भी निकलेंगे तेरी तस्वीर के टुकड़े।

Teri Ye Reshmi Zulfein Hain Ek Zanjeer Ke Tukde,
Meri Nas-Nas Mein Base Hain Teri Tasveer Ke Tukde,
Agar Yakeen Na Aaye To Dil Cheer Ke Dikha Doon,
Mere Dil Se Bhi Niklenge Teri Tasveer Ke Tukde.

-Advertisement-

Kabhi Niraash Nahi Hote

Takdeer Ke Khel Se Niraash Nahi Hote,
Zindagi Mein Aise Kabhi Udaas Nahi Hote,
Haathon Ki Lakeeron Par Kyun Bharosha Karte Ho,
Takdeer Unki Bhi Hoti Hai Jinke Haath Nahi Hote.

तकदीर के खेल से निराश नहीं होते,
जिंदगी में ऐसे कभी उदास नहीं होते,
हाथों की लकीरों पर क्यों भरोसा करते हो,
तकदीर उनकी भी होती है जिनके हाथ नहीं होते।