हिंदी शायरी

अपना घर भूल गए

और क्या चाहती है गर्दिश-ए-अय्याम कि हम
अपना घर भूल गए उनकी गली भूल गए।
-Advertisement-

Dil Se Duaa Karte Hain

Dil Se Duaa Karte Hain Shayari

हम दुआओं में दिल से दुआ करते हैं,
हाथ फैलाये रब से इल्तज़ा करते हैं,
उन पर गम का साया न आने पाए,
जो दिल से हमें अपना कहा करते हैं।

Hum Duaaon Mein Dil Se Duaa Karte Hain,
Haath Phailaaye Rab Se ilteza Karte Hain,
Un Par Gham Ka Saaya Na Aane Paye,
Jo Dil Se Humein Apana Kaha Karte Hain.

-Advertisement-

Saanse Meri Na Theen

मालूम था कि मेरी साँसे मेरी न थीं कभी,
बस इक शौक था उसके साथ जीने का।

Maaloom Tha Ki Meri Saanse Meri Na Theen Kabhi,
Bas Ik Shauk Tha Uske Saath Jeene Ka.

Wo Kaise Samet Paayegi

वो कैसे समेट पायेगी खुद को,
ज़र्रे-ज़र्रे से मेरे जब निकाली जाएगी।

Wo Kaise Samet Paayegi Khud Ko,
Zarre-Zarre Se Mere Jab Nikaali Jayegi.

-Advertisement-

Baahon Mein Bikhar Jaaun

Aa Jaao Kisi Roj Tumhari Rooh Mein Utar Jaaun,
Saath Rahoon Main Tumhare Na Kisi Ko Najar Aaun,
Chaahkar Bhi Mujhe Chhoo Na Sake Koi Iss Tarah,
Tum Kaho To Yoon Tumhari Baahon Mein Bikhar Jaaun.

आ जाओ किसी रोज तुम्हारी रूह में उतर जाऊँ,
साथ रहूँ मैं तुम्हारे न किसी और को नज़र आऊँ,
चाहकर भी मुझे छू न सके कोई इस तरह,
तुम कहो तो यूँ तुम्हारी बाहों में बिखर जाऊँ।

-Advertisement-

Puraane Dost Mil Jayein

शायद फिर हमें वो तकदीर मिल जाये,
जीवन के वो हसीं पल फिर मिल जाये,
चल फिर से बैठें क्लास की लास्ट बैंच पे,
शायद फिर से वो पुराने दोस्त मिल जाएँ।

Shaayad Phir Humein Wo Takdeer Mil Jaaye,
Jeevan Ke Wo Haseen Pal Phir Mil Jaayein,
Chal Phir Se Baithhein Claas Ki Last Bench Pe,
Shaayad Phir Se Wo Puraane Dost Mil Jayein.

Mere Kuchh Kareebi Azeej Hain

Isee Shahar Mein Kayi Saal Se
Mere Kuchh Kareebi Azeej Hain,
Unhein Meri Koi Khabar Nahi
Mujhe UnKa Koi Pata Nahi.

इसी शहर में कई साल से
मेरे कुछ क़रीबी अज़ीज़ हैं,
उन्हें मेरी कोई ख़बर नहीं
मुझे उन का कोई पता नहीं।

-Advertisement-

Inn Aankhon Mein Samandar

जीत ले जो दिल वो नजर हम भी रखते हैं,
भीड़ में भी नजर आये वो असर हम भी रखते हैं,
यूँ तो हमने किसी को मुस्कुराने को कसम दी है,
वरना इन आँखों में समंदर हम भी रखते हैं।

Jeet Le Jo Dil Wo Najar Hum Bhi Rakhte Hain,
Bheed Mein Bhi Najar Aaye Wo Asar Hum Bhi Rakhte Hain,
Yoon To Humne Kisi Ko Muskuraane Ko Kasam Dee Hai,
Varna Inn Aankhon Mein Samandar Hum Bhi Rakhte Hain.