हिंदी शायरी

Zindagi Ka Safar

Yoon Hi Khatm Ho Jayega Jaam Ki Tarah
Zindagi Ka Safar...
Kaduwa Hi Sahi Ek Baar Toh
Nashe Mein Hokar Ise Piya Jaaye.

यूँ ही खत्म हो जायेगा जा़म की तरह
जिन्दगी का सफ़र,
कड़वा ही सही एक बार तो
नशे में होकर इसे पिया जाये।

-Advertisement-

Aur Wo Kafir

Subakti Rahi Raat Akeli
Tanhayion Ke Aagosh Mein,
Aur Wo Kafir Din Se Mohabbat Karke
Uska Ho Gaya.

सुबकती रही रात अकेली
तनहाइयों के आगोश़ में,
और वो काफिऱ दिन से मोहब्बत करके
उसका हो गया।

-Advertisement-

ilzam Liye Firte Hain

Husn Walo Ne Kya Kabhi Ki Khata Kuchh Bhi?
Ye Toh Hum Hain Sar ilzam Liye Firte Hain.

हुस्न वालों ने क्या कभी की ख़ता कुछ भी ?
ये तो हम हैं सारे इलज़ाम लिये फिरते हैं।

Ashq Girta Hai

Pyaas Itni Hai Meri Rooh Ki Gehraayi Mein,
Ashq Girta Hai Toh Daaman Ko Jala Deta Hai.

प्यास इतनी है मेरी रूह की गहराई में,
अश्क गिरता है तो दामन को जला देता है।

-Advertisement-

Shayari Likhte Ho Kyun

Woh Puchhte Hain Mujhse Ke Shayari Likhte Ho Kyun?
Shayad Unhone Aayina Dekha Nahi Kabhi.

पूछते हैं मुझसे की शायरी लिखते हो क्यों
लगता है जैसे आईना देखा नहीं कभी ।

-Advertisement-

Dil Ki Wahi Tanhai

Sau Baar Chaman Mehka,
Sau Baar Bahaar Aayi,
Duniya Ki Wahi Raunak,
Dil Ki Wahi Tanhai.

सौ बार चमन महका,
सौ बार बहार आई,
दुनिया की वही रौनक,
दिल की वही तन्हाई।

Tum Haseen Ho

Tum Haseen Ho, Gulab Jaisi Ho,
Bahut Nazuk Ho Khawab Jaisi Ho,
Hothon Se Lagakar Pee Jaun Tumhe
Sir Se Paanv Tak Sharab Jaisi Ho !

तुम हसीन हो, गुलाब जैसी हो,
बहुत नाज़ुक हो ख़्वाब जैसी हो,
होठों से लगाकर पी जाऊं तुम्हे,
सर से पाँव तक शराब जैसी हो।

-Advertisement-

Bhool Jaane Ke Tareeke

Ab Dhhoondh Rahe Hain Wo Mujhko Bhool Jaane Ke Tareeke,
Khafa Hokar Uski Mushkilein Aasaan Kar Di Maine.

अब ढूढ़ रहे हैं वो मुझको भूल जाने के तरीके,
खफा होकर उसकी मुश्किलें आसान कर दी मैंने ।