हिंदी शायरी

Meri Nigaah-e-Shauk

Meri Nigaah-e-Shauk Bhi Kuchh Kam Nahi Magar,
Fir Bhi Tera Shabaab Tera Hi Shabaab Hai.

मेरी निगाह-ए-शौक़ भी कुछ कम नहीं मगर,
फिर भी तेरा शबाब तेरा ही शबाब है।

-Advertisement-

Mohabbat Ko Khel Kahte Ho

Bhool Shayad Bahut Badi Kar Li,
Dil Ne Duniya Se Dosti Kar Li,
Tum Mohabbat Ko Khel Kahte Ho,
Hum Ne Barbaad Zindagi Kar Li.

भूल शायद बहुत बड़ी कर ली,
दिल ने दुनिया से दोस्ती कर ली,
तुम मोहब्बत को खेल कहते हो,
हम ने बर्बाद ज़िन्दगी कर ली।

-Advertisement-

Pahloo Mein Jo Baithhe

Aap Pahloo Mein Jo Baithhe Toh Sambhal Kar Baithhein,
Dil-e-Betaab Ko Aadat Hai Machal Jaane Ki.

आप पहलू में जो बैठें तो संभल कर बैठें,
दिल-ए-बेताब को आदत है मचल जाने की।

Tumne Kiya Na Yaad

Barson Hue Na Tumne Kiya Bhool Kar Bhi Yaad,
Vaade Ki Tarah Tum Bhi Faramosh Ho Gaye.

बरसों हुए न तुम ने किया भूल कर भी याद,
वादे की तरह हम भी फ़रामोश हो गए।

-Advertisement-

Aata Nahi Khayal

Aata Nahi Khayal Ab Apna Bhi Ai 'Jaleel',
Ek Bewafa Ki Yaad Ne Sab Kuchh Bhula Diya.

आता नहीं ख़याल अब अपना भी ऐ 'जलील'
एक बेवफ़ा की याद ने सब कुछ भुला दिया।

-Advertisement-

Vaada Karke Aapne

Vaada Karke Aur Bhi Aafat Mein Daala Aapne,
Zindagi Mushkil Thi Ab Marna Bhi Mushkil Ho Gaya.

वादा करके और भी आफ़त में डाला आपने,
ज़िन्दगी मुश्किल थी, अब मरना भी मुश्किल हो गया ।

Kambakht Mohabbat Hi Hui

Haal Toh Poochh Lu Tera Par Darta Hoon Aawaz Se Teri,
Jab Jab Suni Hai Kambakht Mohabbat Hi Hui Hai.

हाल तो पूछ लूँ तेरा पर डरता हूँ आवाज़ से तेरी,
जब जब सुनी है कमबख्त मोहब्बत ही हुई है ।

-Advertisement-

Wo Kahani Thi

Wo Kahani Thi Chalti Rahi,
Main Kissa Tha Khatm Hua.

वो कहानी थी, चलती रही,
मैं किस्सा था, खत्म हुआ ।