हिंदी शायरी

Gar Meri Chahaton Ke Mutabiq

Gar Meri Chahaton Ke Mutabiq
Zamaane Ki Har Baat Hoti,

To Bas Main Hota... Tum Hoti...
Aur Sari Raat Barsaat Hoti !!

गर मेरी चाहतों के मुताबिक
ज़माने की हर बात होती,

तो बस मैं होता..तुम होती..
और सारी रात बरसात होती ।

-Advertisement-

Na Wafa Ka Zikr Hoga

Na Wafa Ka Zikr Hoga,
Na Wafa Ki Baat Hogi,
Ab Mohabbat Jis Se Bhi Hogi,
.
.
.
Gehu Kaatne Ke Baad Hogi !

न वफा का जिकर होगा,
न वफा कि बात होगी,
अब मोहब्बत जिससे भी होगी,
.
.
.
गेहूँ काटने के बाद होगी..।।

-Advertisement-

Dil Ki Waadi Se

Dil Ki Waadi Se Khijaon Ka Ajab Rishta Hai,
Phool Taaza Teri Yaado Ke Kahan Tak Rakhu!

Khaamosh Raasto Pe Nayi Dastan Likhun,
Tanha Chalun Safar Me Magar Karwan Likhun!

Uchaayion ki Nabz Pe Rakh Ke Main Ungliyan,
Teri Hatheliyo Pe Kayi Aasman Likhun !!

दिल की वादी से ख़िज़ाओं का अजब रिश्ता है,
फूल ताज़ा तेरी यादों के कहाँ तक रक्खूँ ।

ख़ामोश रास्तों पे नई दास्ताँ लिखूँ,
तन्हा चलूँ सफ़र में मगर कारवाँ लिखूँ ।

ऊँचाईयों की नब्ज़ पे रख के मैं उंगलियाँ,
तेरी हथेलियों पे कई आस्माँ लिखूँ ।।

Chaand Ne Chandani Bikheri Hai

Chaand Ne Chandani Bikheri Hai,
Taaron Ne Aasmaan Ko Sajaya Hai,
Kahane Ko Tumhen Shubh Ratri,
Dekho Swarg Se Koyi Farishta Aaya Hai !
! Shubh Ratri !

चाँद ने चाँदनी बिखेरी है,
तारों ने आसमान को सजाया है,
कहने को तुम्हें शुभ रात्रि,
देखो स्वर्ग से कोई फरिश्ता आया है।
। शुभ रात्रि ।

-Advertisement-

Hum Bhi Dariya Hain

Hum Bhi Dariya Hain Hame Apna Hunar Malum Hai,
Jis Taraf Bhi Chal Padenge Raasta Ho Jayega !

हम भी दरिया हैं, हमें अपना हुनर मालूम है,
जिस तरफ़ भी चल पड़ेगे, रास्ता हो जाएगा।।

-Advertisement-

Roz Kahta Hoon

Roz Kahta Hoon Na Jaaunga Kabhi Ghar Uske...
Roz Us Ke Kuche Me Koyi Kaam Nikal Aata Hai !!

रोज कहता हूँ न जाऊँगा कभी घर उसके...
रोज उस के कूचे में कोई काम निकल आता है।।

Aanshoo Puri Kitaab Hai

Parhne Walon Ki Kami Ho Gayi Hai
Aaj Is Zamaane Me...
Nahi To Girta Hua Ek Ek Aanshoo
Puri Kitaab Hai !!

पढ़ने वालों की कमी हो गयी है
आज इस ज़माने में...
नहीं तो गिरता हुआ एक-एक आँसू
पूरी किताब है..।।

-Advertisement-

Maagne Se Mil Sakti Nahi

Maagne Se Mil Sakti Nahi Hamen Ek Bhi Khushi,
Paye Hai Laakh Ranz Tamanna Kiye Bagair ...!!

माँगने से मिल सकती नहीं हमें एक भी ख़ुशी,
पाये हैं लाख रंज तमन्ना किये बगैर..।।