तन्हाई शायरी

Uske Hisse Ka Waqt

Uske Hisse Ka Waqt Shayari

माना कि आज उसका मुझसे
कोई वास्ता नहीं रहा,
मगर आज भी उसके हिस्से का
वक्त तन्हा गुजरता है।

Maana Ki Aaj Uska Mujhse
Koi Vasta Nahin Raha,
Magar Aaj Bhi Uske Hisse Ka
Waqt Tanha Gujarta Hai.

-Advertisement-

Jo Zindagi Hua Karte The

Jo Zindagi Hua Karte The Shayari

Aur Kya Likhun Apni Zindagi Ke Bare Mein,
Jo Zindagi Hua Karte The Wo Hi Bichhad Gaye.

और क्या लिखूं... अपनी जिन्दगी के बारे में,
जो जिन्दगी हुआ करते थे वो ही बिछड़ गये।

-Advertisement-

Na Jaane Kyun Bin Tere

Ek Dard Chhupa Ho Seene Me Muskan Adhoori Lagti Hai,
Na Jaane Kyun Bin Tere... Har Shaam Adhoori Lagti Hai.

इक दर्द छुपा हो सीने में मुस्कान अधूरी लगती है,
न जाने क्यूँ बिन तेरे... हर शाम अधूरी लगती है।

Tanhai Ki Ye Raatein

Tanhai Ki Ye Raatein Shayari

तेरे बिना ये कैसे गुजरेंगी मेरी रातें,
तन्हाई का गम कैसे सहेंगी ये रातें,
बहुत लम्बी हैं ये घड़ियाँ इंतज़ार की,
करबट बदल-बदल के कटेंगी ये रातें।

Tere Bina Ye Kaise Gujrengi Meri Raatein,
Tanhaai Ka Gham Kaise Sahengi Ye Raatein,
Bahut Lambi Hain Ye Ghadiyaan Intezaar Ki,
Karabat Badal-Badal Ke Katengi Ye Raatein.

-Advertisement-

Tere Hijr Ke Sahaare

Tere Hijr Ke Sahaare Shayari

मेरी ज़िंदगी तो गुजरी तेरे हिज्र के सहारे,
मेरी मौत को भी कोई बहाना चाहिए।

Meri Zindagi To Gujari Tere Hijr Ke Sahaare,
Meri Maut Ko Bhi Koi Bahaana Chaahiye.

-Advertisement-

Meri Tanhai Ka Ahsaas

Meri Tanhai Ka Ahsaas Shayari

Fir Kahin Dur Se Ek Baar Sadaa Do MujhKo,
Meri Tanhai Ka Ahsaas Dila Do MujhKo,
Tum Toh Chaand Ho Tumhein Meri Jarurat Kya Hai,
Main Diya Hoon Kisi Chaukhat Pe Jala Do MujhKo.

फिर कहीं दूर से एक बार सदा दो मुझको,
मेरी तन्हाई का एहसास दिला दो मुझको,
तुम तो चाँद हो तुम्हें मेरी ज़रुरत क्या है,
मैं दिया हूँ किसी चौखट पे जला दो मुझको।

Bas Uski Kami Hai

Bas Uski Kami Hai Shayari

साँसों में तपिश, यादों में कसक,
आहों में नमी है,
इस दिसंबर में सब कुछ है
बस उसकी कमी है।

Saanson Mein Tapish, Yaadon Mein Kasak,
Aahon Mein Nami Hai,
Iss Decembar Mein Sab Kuchh Hai
Bas Uski Kami Hai.

-Advertisement-

तन्हाई के समंदर

तन्हाई के समंदर Shayari

सुकून अपने दिल का मैंने खो दिया,
खुद को तन्हाई के समंदर मे डुबो दिया,
जो थी मेरे कभी मुस्कराने की वजह,
उसकी कमी ने मेरी पलकों को भिगो दिया।