तारीफ़ शायरी

Main Fanaah Ho Gaya

Main Fanaah Ho Gaya Shayari

Main Fanaah Ho Gaya
Uski Ek Jhalak Dekhkar,

Na Jane Har Roz Aaine Par
Kya Guzarati Hogi !

मै तो फना हो गया उसकी
एक झलक देखकर,

ना जाने हर रोज़ आईने पर
क्या गुजरती होगी ।

-Advertisement-

Tohmaten To Lagti Rahi

Tohmaten To Lagti Rahi Shayari

Tohmaten To Lagti Rahin
Roz Nayi Nayi Hum Par,
Magar Jo Sabse Haseen Ilzaam Tha
Wo Tera Naam Tha !

तोहमते तो लगती रही
रोज़ नयी नयी हम पर,
मगर जो सबसे हसीन इलज़ाम था
वो तेरा नाम था ।

-Advertisement-

Tera Lajabaaj Muskurana

Tera Lajabaaj Muskurana Shayari

Jaise Dhuyen Ke Peechhe Se Suraj Ka Chamkana,
Ghane Baadalon Ke Peechhe Se Chaand Ka Dikhna,
Pankhudiyan Khol Kar Kamal Ka Khil-khilana,
Waise Ghooghat Ki Aad Se Tera Lajabaaj Muskurana !

जैसे धुऐं के पीछे से सूरज का चमकना,
घने बादलों के पीछे से चाँद का खिलना,
पंखुडियाँ खोलकर कमल का खिलखिलाना,
वैसे घूँघट की आड से तेरा लाजवाब मुस्कुराना।

Chaand Aap Jaisa Hai

Chaand Aap Jaisa Hai Shayari

Is Pyaar Ka Andaaz Kuchh Aisa Hai,
Hum Kya Batayen Ye Raaz Kaisa Hai,
Kaun Kahta Hai Ki Aap Chaand Jaise Ho,
Sach To Ye Hai Ki Khud Chaand Aap Jaisa Hai!

इस प्यार का अंदाज़ कुछ ऐसा है,
क्या बताये ये राज़ कैसा है;
कौन कहता है कि आप चाँद जैसे हो,
सच तो ये है कि खुद चाँद आप जैसा है।

-Advertisement-

Faqat Is Shauq Me

Faqat Is Shauq Me Puchhi Hain Hazaron Baate,
Main Tera Husn Tere Husn-e-Bayan Tak Dekhun!

फ़क़त इस शौक़ में पूछी हैं हज़ारों बातें..
मैं तेरा हुस्न तेरे हुस्न-ए-बयाँ तक देखूँ ।

-Advertisement-

Nasheeli Aankho Se Wo

Nasheeli Aankho Se Wo Jab Hamen Dekhte Hain,
Hum Ghabra Ke Aankhe Jhuka Lete Hain,
Kaun Milaaye Un Aankhon Se Aankhen,
Suna Hai Wo Aankhon Se Apna Bana Lete Hai!

नशीली आँखों से वो जब हमें देखते हैं,
हम घबरा कर आँखें झुका लेते हैं,
कौन मिलाये उन आँखों से आँखें,
सुना है वो आँखों से अपना बना लेते हैं।