दो लाइन शायरी

Bichhada Is Kadar Ki

Bichhada Is Kadar Ki Rut Hi Badal Gayi !
Ek Shakhs Sare Shahar Ko Veeran Kar Gaya!!

बिछड़ा इस कदर से के रुत ही बदल गयी...।
एक शख्स सारे शहर को वीरान कर कर गया ।।

-Advertisement-

Fikr Ye Thi Ke

Fikr Ye Thi Ke Shab-E-Hizr Kategi Kaise,
Lutf Ye Hai Ke Humen Yaad Na Aaya Koyi.

फ़िक्र ये थी कि शब-ए-हिज्र कटेगी कैसे,
लुत्फ़ ये है कि हमें याद न आया कोई।

-Advertisement-

Kitne Parwaane Jale

Kitne Parwaane Jale Raaz Ye Paane Ke Liye,
Shama Jalne Ke Liye Hai Ya Jalaane Ke Liye!

कितने परवाने जले राज़ ये पाने के लिए ।
शमां जलने के लिए हैं या जलाने के लिए ।।

Mohabbat Naapne Ka Koyi Paimana

Mohabbat Naapne Ka Koyi Paimana Shayari

Mohabbat Naapne Ka Koyi Paimana Nahi Hota,
Kahin Tu Bad Bhi Sakta Hai, Kanhi Tu Mujhse Kam Hoga !!

मोहब्बत नापने का कोई पैमाना नहीं होता,
कहीं तू बढ़ भी सकता है, कहीं तू मुझ से कम होगा ।

-Advertisement-

Ab To Meri Aankh Me

Ab To Meri Aankh Me Ek Ashq Bhi Nahi!
Pahle Ki Baat Aur Thi Gham Tha Naya Naya!!

अब तो मेरी आँख में एक अश्क भी नहीं ।
पहले की बात और थी गम था नया नया ।।

-Advertisement-

ItteFakan Mil Jaate Ho

ItteFakan Mil Jaate Ho Shayari

ItteFakan Mil Jaate Ho Jab Tum Raah Me Kabhi,
Yun Lagta Hai Kareeb Se Zindgi Ja Rahi Ho Jaise.

इत्तेफाकन मिल जाते हो जब तुम राह में कभी,
यूँ लगता है करीब से ज़िन्दगी जा रही हो जैसे ।

Ye Mat Puchh Ke Ehsaas

Ye Mat Puchh Ke Ehsaas Ki Shiddat Kya Thi!
Dhoop Aisi Thi Ki Saaye Ko Bhi Jalte Dekha !!

ये मत पूछ के एहसास की शिद्दत क्या थी ।
धूप ऐसी थी के साए को भी जलते देखा..।।

-Advertisement-

Jo Roshani Me Khade Hain

Jo Roshani Me Khade Hain Wo Jante Hi Nahi!
Hawaa Chale To Chairagon Ki Zindgi Kya Hai!!

जो रोशनी में खड़े हैं वो जानते ही नहीं ।
हवा चले तो चरागों की जिंदगी क्या है ।।