इंतज़ार शायरी

Shab-e-Intezaar Ki Kashamkash

शब-ए-इंतज़ार की कशमकश में
न पूछ कैसे सहर हुई,
कभी एक चिराग जला दिया
कभी एक चिराग बुझा दिया।

Shab-e-Intezaar Ki Kashamkash Mein
Na Poochh Kaise Sahar Hui,
Kabhi Ek Chiraag Jala Diya
Kabhi Ek Chiraag Bujha Diya.

-Advertisement-

Main Intejaar Na Karta

Main Intejaar Na Karta Shayari

वो कह कर गया था कि लौटकर आऊँगा,
मैं इंतजार ना करता तो क्या करता,
वो झूठ भी बोल रहा था बड़े सलीके से,
मैं एतबार न करता तो क्या क्या करता।

Wo Keh Kar Gaya Tha Ki Lautkar Aaoonga,
Main Intejaar Na Karta To Kya Karta,
Wo Jhoothh Bhi Bol Raha Tha Bade Saleeke Se,
Main Aitbaar Na Karta To Kya Kya Karta.

-Advertisement-

Ki Aankhein Taras Gayeen

कासिद पयामे-शौक को देना बहुत न तूल,
कहना फ़क़त ये उनसे कि आँखें तरस गयीं।

Qasid Payaam-e-Shauk Ko Dena Bahut Na Tool,
Kehna Faqat Ye Unse Ki Aankhein Taras Gayeen.

Phir Na Intezaar Mein

ता फिर न इंतज़ार में नींद आये उम्र भर,
आने का अहद कर गये आये जो ख्वाब में।

Ta Phir Na Intezaar Mein Neend Aaye Umr Bhar,
Aane Ka Ahad Kar Gaye Aaye Jo Khwaab Mein.

-Advertisement-

तुझे देखने को

तुझे देखने को Shayari

तू मुझे याद करे न करे तेरी ख़ुशी,
हम तो तुझे याद करते रहते हैं,
तुझे देखने को दिल तरसता रहता है,
और हम इंतज़ार करते रहते हैं।

-Advertisement-

Uski Aankhon Mein Intezaar

Udaas Aankhon Mein Apne Qaraar Dekha Hai,
Pahli Baar Usey Be-Qaraar Dekha Hai,
Jise Khabar Na Hoti Thi Mere Aane Jaane Ki,
Uski Aankhon Mein Ab Intezaar Dekha Hai.

उदास आँखों में अपने करार देखा है,
पहली बार उसे बेक़रार देखा है,
जिसे खबर ना होती थी मेरे आने जाने की,
उसकी आँखों में अब इंतज़ार देखा है।

इंतजार उस दिन का

इंतजार तो बस उस दिन का है...
जिस दिन तुम्हारे नाम के पीछे हमारा नाम लगेगा.

-Advertisement-

Rang Intezaar Ka

Kuchh Roj Yeh Bhi Rang Raha Tere Intezaar Ka,
Aankh Uthh Gayi Jidhar Bas Udhar Dekhte Rahe.

कुछ रोज़ यह भी रंग रहा तेरे इंतज़ार का,
आँख उठ गई जिधर बस उधर देखते रहे।