Search Results for : Rajesh

Matti Aur Tatti Mein Fark

Chaandni Raat Mein Najar Toh Sab Kuchh Aata Hai Ghalib,
Bas Matti Aur Tatti Mein Fark Najar Nahi Aata.

चाँदनी रात में नज़र तो सबकुछ आता है ग़ालिब,
बस मट्टी और टट्टी में फ़र्क नज़र नहीं आता।

** रात को खेत में बैठ कर लिखा शेर **

 

Wo Na Badnaam Ho Jaaye

मै खुद भी एहतियातन,
उस गली से कम गुजरता हूँ,
कोई मासूम क्यों कर,
मेरे लिए बदनाम हो जाये।

Main Khud Bhi Ehetiyaatan,
Us Gali Se Kam Gujarta Hoon,
Koi Maasoom Kyon Kar,
Mere Liye Badnaam Ho Jaaye.

Wo Na Badnaam Ho Jaaye शायरी

Haathon Ki Lakeeron Mein

Lag Gayi Aag Zamane Mein To Bacha Kaya Hai,
Agar Bach Gaya Main To Fir Jala Kya Hai,
Mehnat Se Hi Yahan Sabkuchh Milta Hai Dosto,
Inn Haathon Ki Lakeeron Mein Rakha Kya Hai.

लग गयी आग जमाने में तो बचा क्या है,
अगर बच गया मैं तो फिर जला क्या है,
मेहनत से ही यहाँ सबकुछ मिलता है दोस्तो,
इन हाथों की लकीरों में रखा क्या है।

Tere Saath Zindagi

Kabhi Banti Thi Toh
Kabhi Bigad Kar Baithh Jati Thi,
Tere Saath Zindagi Jaisi Bhi Thi,
Zindagi Jaisi Toh Thi.

कभी बनती थी तो
कभी बिगड़ कर बैठ जाती थी,
तेरे साथ जैसी भी थी जिंदगी
जिंदगी जैसी तो थी।

Tere Saath Zindagi शायरी

Jigar Mein Dard Bhare Chhaale

आशियाँ बस गया जिनका, उन्हें आबाद रहने दो,
पड़े जो दर्द भरे छाले, जिगर में यूँ ही रहने दो,
कुरेदो ना मेरे दिल को, ये अर्जी है जहां वालों,
छिपा है राज अब तक जो, राज को राज रहने दो।

Aashiyaan Bas Gaya Jinka, Unhein Aabaad Rehne Do,
Pade Jo Dard Bhare Chhaale, Jigar Mein Yoon Hi Rehne Do,
Kuredo Na Mere Dil Ko, Ye Arzee Hai Jahaan Walon,
Chhipa Hai Raaz Ab Tak Jo, Raaz Ko Raaz Rehne Do.

Jigar Mein Dard Bhare Chhaale शायरी