हिंदी शायरी

Tere Aane Ki Khabar

तेरे आने की खबर मुझे ये हवाएं देती हैं,
तेरे मिलने को मेरी हर साँस तरसती है,
तू कब आके मिलेगी अपने इस दीवाने से,
तुझसे मिलने को मेरी आवाज तरसती है।

Tere Aane Ki Khabar Mujhe Ye Hawaaein Deti Hain,
Tere Milne Ko Meri Har Saans Tarasti Hai,
Tu Kab Aake Milegi Apne Is Deewaane Se,
Tujhse Milne Ko Meri Aawaaj Tarasti Hai.

-Advertisement-

Parindon Ki Misaal

Woh Har Baat Pe Deta Hai Parindon Ki Misaal,
Saaf-Saaf Nahi Kehta Mera Shahar Chhod Do.

वो बेवफा हर बात पे देता है परिंदों की मिसाल,
साफ साफ नहीं कहता मेरा शहर छोड़ दो।

-Advertisement-

Srijan Mein Chot Khata Hai

Srijan Mein Chot Khata Hai Shayari

Samar Mein Ghaav Khaata Hai Usee Ka Maan Hota Hai,
Chhipa Uss Vedna Mein Amar Balidaan Hota Hai,
Srijan Mein Chot Khata Hai Chheni Aur Hathaudi Ki,
Wahi Pashaan Mandir Mein Kahin Bhagwan Hota Hai.

समर में घाव खाता है उसी का मान होता है,
छिपा उस वेदना में अमर बलिदान होता है,
सृजन में चोट खाता है छेनी और हथौड़ी का,
वही पाषाण मंदिर में कहीं भगवान होता है।

Saabun Se Nahaakar Dekho

आँखो से आँखे मिलाकर तो देखो,
एक बार हमारे पास आकर तो देखो,
मिलना चाहेंगे सब लोग तुमसे,
एक बार मेरे दोस्त साबुन से नहाकर तो देखो।

Aankho Se Aankhein Milaakar To Dekho,
Ek Baar Humaare Paas Aakar To Dekho,
Milna Chaahenge Sab Log Tumse,
Ek Baar Mere Dost Saabun Se Nahaakar To Dekho.​​​​

-Advertisement-

Andaaz Zamaane Wala

​​​​दोस्त बनकर भी वो नहीं साथ निभानेवाला,
वही अंदाज़ है उस ज़ालिम का ज़माने वाला।

Dost Bankar Bhi Wo Nahin Saath Nibhane Wala,
Wohi Andaaz Hai Us Zaalim Ka Zamaane Wala.

-Advertisement-

Meri Dosti Ka Hisaab

Meri Dosti Ka Hisaab Jo Lagaoge,
To Meri Dosti Ko BeHisab Paaoge,
Paani Ke BulBulon Ki Tarah Hai Humari Dosti,
Agar Jara Si Thhes Lagi To Dhhoondte Reh Jaoge.

मेरी दोस्ती का हिसाब जो लगाओगे,
तो मेरी दोस्ती को बेहिसाब पाओगे,
पानी के बुलबुलों की तरह है हमारी दोस्ती,
अगर जरा सी ठेस पहुँची तो ढूंढ़ते रह जाओगे।

Dard Jab Hadd Se

Jab Kisi Ka Dard Hadd Se Gujar Jata Hai,
To Samandar Ka Pani Aankhon Mein Utar Aata Hai,
Koi Bana Leta Hai Ret Se Aashiyana To,
Kisi Ka Lahron Mein Sab Kuchh Bikhar Jata Hai.

जब किसी का दर्द हद से गुजर जाता है
तो समंदर का पानी आँखों में उतर आता है,
कोई बना लेता है रेत से आशियाना तो,
किसी का लहरों में सबकुछ बिखर जाता है।

-Advertisement-

Tamannaon Ke Ye Deeye

तमन्नाओं के ये दीये जलते रहेंगे,
मेरी आँखों से आँसू निकलते रहेंगे,
आप शमां बनके दिल में रौशनी तो करो,
हम तो मोम बनकर पिघलते रहेंगे।

Tamannaon Ke Ye Deeye Jalte Rahenge,
Meri Aankhon Se Aansoo Nikalte Rahenge,
Aap Shamaa Banke Dil Mein Raushani To Karo,
Hum To Mom Bankar Pighalte Rahenge.