Nasir Kazmi Shayari
Mehsoos Teri Zarurat...
Ai Dost Humne Tarq-e-Mohabbat Ke BaWazood,
Mehsoos Ki Hai Teri Jaroorat Kabhi-Kabhi.
ऐ दोस्त हमने तर्क-ए-मोहब्बत के बावजूद,
महसूस की है तेरी जरूरत कभी-कभी।
Yaad Aayi Wo Pehli Barish,
Jab Tujhe Ek Najar Dekha Tha.
याद आई वो पहली बारिश,
जब तुझे एक नजर देखा था।
Aaj Dekha Hai Tujh Ko Der Ke Baad,
Aaj Ka Din Gujar Na Jaaye Kahin.
आज देखा है तुझ को देर के बाद,
आज का दिन गुज़र न जाए कहीं।
Haal-e-Dil Hum Bhi Sunaate Lekin,
Jab Wo Rukhsat Hua To Yaad Aaya.
हाल-ए-दिल हम भी सुनाते लेकिन,
जब वो रुखसत हुआ तो याद आया।
-Advertisement-
Judaai Ke Zakhm...
Judaiyon Ke Zakhm
Dard-e-Zindagi Ne Bhar Diye,
Tujhe Bhi Neend Aa Gayi
Mujhe Bhi Sabr Aa Gaya.
जुदाइयों के जख्म
दर्द-ए-जिंदगी ने भर दिए,
तुझे भी नींद आ गई
मुझे भी सब्र आ गया।
-Advertisement-