ग़म शायरी
Read Hindi Gham Shayari for sad boy, girl, man or woman with images.
Gham Ke Dariya Se Bana...
ग़म के दरिया से मिलकर बना है यह सागर,
तुम क्यों इसमें समाने की कोशिश करते हो,
कुछ नहीं है और इस जीवन में दर्द के सिवा,
क्यों मेरी ज़िंदगी में आने की कोशिश करते हो।
Gham Mein Roye Aansoo Piye...
Gham Mein Roye, Aansoo Piye, Raaton Ko Tadpe,
Junoon-e-Mohabbat Mein Mila Sab Kuchh Siwa Tere.
ग़म में रोये, आँसू पिए, रातों को तड़पे,
जुनून-ए-मोहब्बत से मिला सबकुछ सिवा तेरे।
Zakhm De Gaya...
Tha Koi Jo Mere Dil Ko Gham De Gaya,
Zindagi Bhar Na Rone Ki Kasam De Gaya,
Lakhon Mein Se Ek Phool Chuna Tha Humne,
Jo Kaanton Se Bhi Gehra Zakhm De Gaya.
था कोई जो मेरे दिल को ग़म दे गया,
ज़िन्दगी भर न रोने की कसम दे गया,
लाखों में से एक फूल चुना था हमने,
जो काँटों से भी ज्यादा गहरा ज़ख्म दे गया।
Gham Hai Na Ab Khushi Hai...
Gham Hai Na Ab Khushi Hai, Na Umeed Hai Na Aas,
Sab Se Nijaat Paaye Zamane Gujar Gaye.
गम है न अब खुशी है, न उम्मीद है न आस,
सब से नजात पाए ज़माने गुजर गए!
~ खुमार बाराबंकवी
Aur Rulaana Chahte Hain...
मैं आँखें बिछाए बैठा हूँ उन्हीं राहों पर,
मगर शायद वो लौटकर न आना चाहते हैं,
न दो सलाह मुझे खुश रहने की,
शायद वो मुझे अभी और रुलाना चाहते हैं।
Main Aankhein Bichhaye Baitha Hoon Unhin Raahon Par,
Magar Shayad Wo Lautakar Na Aana Chaahte Hain,
Na Do Salah Mujhe Khush Rehne Ki,
Shayad Wo Mujhe Abhi Aur Rulaana Chahte Hain.