हिंदी शायरी

SabKuchh Aapke Liye

Khushi Aapke Liye Gham Humare Liye,
Zindagi Aapke Liye Maut Humare Liye,
Hansi Aapke Liye Ronaa Humare liye,
SabKuchh Aapke Liye Aap Humare Liye.

खुशी आपके लिए गम हमारे लिए,
जिंदगी आपके लिए मौत हमारे लिए,
हँसी आपके लिए रोना हमारे लिए,
सबकुछ आपके लिए आप हमारे लिए।

-Advertisement-

Kaash Tum Mil Jaate

Kaash Tum Mil Jaate Shayari

काश तुम मिल जाते बस एक पल के लिए,
तो हम यूँ ना तड़पते जिंदगी भर के लिए।

Kaash Tum Mil Jaate Bas Ek Pal Ke Liye,
To Hum Yoon Na Tadapte Zindagi Bhar Ke Liye.

 

-Advertisement-

Khushiyaan Ka Kaarobaar

Khushiyaan Ka Kaarobaar Shayari

हम तो खुशियाँ उधार देने का
कारोबार करते हैं... साहब
कोई वक़्त पे लौटाता नहीं है
इसलिए घाटे में हैं..!

Hum To Khushiyaan Udhaar Dene Ka
Kaarobaar Karte Hain...Saahab
Koi Waqt Pe Lautata Nahin Hai
Isliye Ghaate Mein Hain..!

Mitti Meri Kabr Se

Mitti Meri Kabr Se Shayari

मिट्टी मेरी कब्र से उठा रहा है कोई,
मरने के बाद भी याद आ रहा है कोई,
ऐ खुदा कुछ पल की मोहलत और दे दे,
उदास मेरी कब्र से जा रहा है कोई।

Mitti Meri Kabr Se Uthha Raha Hai Koi,
Marne Ke Baad Bhi Yaad Aa Raha Hai Koi,
Ai Khuda Kuchh Pal Ki Mohlat Aur De De,
Udaas Meri Kabr Se Ja Raha Hai Koi.

-Advertisement-

Andhere Ko Andhera Nahin

अँधेरे को अँधेरा नहीं
सिर्फ रोशनी मिटा सकती है,
नफरत को नफरत नहीं
सिर्फ प्यार मिटा सकता है।

Andhere Ko Andhera Nahin
Sirf Roshani Mita Sakti Hai,
Nafrat Ko Nafrat Nahin
Sirf Pyaar Mita Sakta Hai.

-Advertisement-

Aapse Milne Jaroor Aate

चिरागों में इतना नूर ना होता,
तो तनहा दिल मजबूर ना होता,
हम आपसे मिलने जरूर आते,
अगर आपका घर इतना दूर ना होता।

Chiraagon Mein Itna Noor Na Hota,
To Tanha Dil Majboor Na Hota,
Hum Aapse Milne Jaroor Aate,
Agar Aapka Ghar Itna Door Na Hota.

Jo Zindagi Hua Karte The

Jo Zindagi Hua Karte The Shayari

Aur Kya Likhun Apni Zindagi Ke Bare Mein,
Jo Zindagi Hua Karte The Wo Hi Bichhad Gaye.

और क्या लिखूं... अपनी जिन्दगी के बारे में,
जो जिन्दगी हुआ करते थे वो ही बिछड़ गये।

-Advertisement-

Gareeb Ka Janaza

जनाजा बहुत भारी था उस गरीब का,
शायद सारे अरमान साथ लिए जा रहा था।

Janaza Bahut Bhaari Tha Us Gareeb Ka,
Shayad Saare Armaan Saath Liye Ja Raha Tha.