प्रेरक शायरी

Kadi Dhoop Mein Chalata Hoon

Kadi Dhoop Mein Chalata Hoon Iss Yakeen Ke Saath,
Main Jaloonga To Mere Ghar Mein Ujaala Hoga.

कड़ी धूप में चलता हूँ इस यकीन के साथ,
मैं जलूँगा तो मेरे घर में उजाला होगा।

-Advertisement-

Muskurana Mere Dukhon Par

मुस्कुराना मेरे दुखों पर छोड़ दे ऐ ज़माने,
मैं बुजदिल नहीं हूँ जो तूफानों से डर जाऊं,
मौत लिखी है किस्मत में तो लड़कर मरूंगा,
इतना कायर नहीं कि बातों से ही मर जाऊं।

Muskurana Mere Dukhon Par Chhod De Ai Zamane,
Main BujDil Nahi Hoon Jo Toofano Se Darr Jaaun,
Maut Likhi Hai Kismat Mein To Ladkar Marunga,
Itna Kayar Nahi Ki Baaton Se Hi Mar Jaaun.

-Advertisement-

Sunehra Kal Inspirational Shayari

यही जज्बा रहा तो मुश्किलों का हल भी निकलेगा,
जमीं बंजर हुई तो क्या वहीं से जल भी निकलेगा,
न मायूस हो न घबरा अंधेरों से मेरे साथी,
इन्हीं रातों के दामन से सुनहरा कल भी निकलेगा।

Yahi Jazba Raha To Mushkilon Ka Hal Bhi Niklega,
Zamin Banjar Hui To Kya Wahin Se Jal Bhi Niklega,
Na Maayoos Ho, Na Ghabra Andheron Se Mere Saathi,
Inhin Raaton Ke Daaman Se Sunehra Kal Bhi Niklega.

Mukaddar Khud Banaata Hoon

Mukaddar Khud Banaata Hoon Shayari

मुसीबत के साये में मैं हँसता-हँसाता हूँ,
ग़मों से उलझ कर भी मैं मुस्कराता हूँ,
हाथों में मुकद्दर की लकीरें है नहीं लेकिन,
मैं तो अपना मुकद्दर खुद बनाता हूँ।

Museebat Ke Saaye Mein Main Hansta-Hansaata Hoon,
Gamon Se Ulajh Kar Bhi Main Muskurata Hoon,
Haathon Mein Mukaddar Ki Lakeerein Hain Nahin Lekin,
Main To Apna Mukaddar Khud Banaata Hoon.

-Advertisement-

Zindagi Ki Thokarein

मज़ा देती हैं उनको
ज़िन्दगी की ठोकरें मोहसिन,
जिनको नाम-ए-खुदा लेकर
संभल जाने की आदत हो।

Maza Deti Hain Unko
Zindagi Ki Thokarein Mohsin,
Jinko Naam-e-Khuda Lekar
Sambhal Jaane Ki Aadat Ho.

-Advertisement-

Hauslon Ke Samne

हाथ बाँधे क्यों खड़े हो हादसों के सामने,
हादसे कुछ भी नहीं हैं हौसलों के सामने।

Haath Baandhe Kyon Khade Ho Haadson Ke Samne,
Haadase Kuchh Bhi Nahin Hain Hauslon Ke Samne.

Kho Kar Paane Ka Maza

खोकर पाने का मज़ा ही कुछ और है,
रोकर मुस्कुराने का मज़ा ही कुछ और है,
हार तो जिंदगी का हिस्सा है मेरे दोस्त,
हार के बाद जीतने का मजा ही कुछ और है।

Kho Kar Paane Ka Maza Hi Kuchh Aur Hai,
Rokar Muskuraane Ka Maza Hi Kuchh Aur Hai,
Haar To Jindagi Ka Hissa Hai Mere Dost,
Haar Ke Baad Jeetne Ka Maja Hi Kuchh Aur Hai.

-Advertisement-

Kabhi Haar Nahin Hoti

Kabhi Haar Nahin Hoti Shayari

लहरों को साहिल की दरकार नहीं होती,
हौसला बुलंद हो तो कोई दीवार नहीं होती,
जलते हुए चिराग ने आँधियों से ये कहा,
उजाला देने वालों की कभी हार नहीं होती।

Lehron Ko Saahil Ki Darkaar Nahin Hoti,
Hausla Buland Ho To Koi Deewar Nahin Hoti,
Jalte Huye Chiraag Ne Aandhiyon Se Ye Kaha,
Ujaala Dene Walon Ki Kabhi Haar Nahin Hoti.