हिंदी शायरी

Apni Wafao Ke Kisse

Apni Wafao Ke Kisse Shayari

Wo Suna Rahe The Apni Wafao Ke Kisse,
Hum Par Najar Padi To Khamosh Ho Gaye !

वो सुना रहे थे अपनी वफाओ के किस्से,
हम पर नज़र पड़ी तो खामोश हो गए ।

-Advertisement-

Adhure Ishq Ki Yaad

Adhure Ishq Ki Yaad Shayari

Khatm Ho Gayi Kahani,
Bas Kuchh Alfaz Baaki Hain,
Ek Adhure Ishq Ki,
Ek Muqammal Si Yaad Baki Hai !

खतम हो गई कहानी,
बस कुछ अलफाज बाकी हैं,
एक अधूरे इश्क की
एक मुकम्मल सी याद बाकी है।

-Advertisement-

Aashu Aa Jate Hain

Aashu Aa Jate Hain Shayari

Lagta Hai Main Bhool Chuka Hu
Muskarane Ka Hunar,
Koshish Jab Bhi Karta Hu,
Aashu Aa Hi Jate Hain !

लगता है मैं भूल चुका हूँ मुस्कुराने का हुनर
कोशिश जब भी करता हूँ आँसू निकल आते हैं ।

Koyi Chaahe Is Kadar

Koyi Chaahe Is Kadar Shayari

Ek Chhoti Si Hasarat Hai,
Is Dil-e-Nadan Ki,
Koyi Chaah Le Is Kadar,
Ki Khud Par Gumaan Ho Jaye !

इक छोटी सी ही तो हसरत है
इस दिल ए नादान की,
कोई चाह ले इस कदर
कि खुद पर गुमान हो जाए ।

-Advertisement-

Kab Thehrega Dard Ai Dil

Kab Thehrega Dard Ai Dil Shayari

Kab Thehrega Dard Ai Dil Kab Raat Basar Hogi,
Sunte The Ki Wo Aayenge Sunte The Sahar Hogi!
Kab Jaan Lahu Hogi, Kab Ashq Guhar Hoga,
Kis Din Teri Shunwayi, Ai Deed-E-Tar Hogi !!

कब ठहरेगा दर्द ऐ दिल कब रात बसर होगी,
सुनते थे कि वो आयेंगे सुनते थे सुबह होगी ।
कब जान लहू होगी, कब अश्क गुहर होगा,
किस दिन तेरी शुनवाई, ऐ दीद-ए-तर होगी।

-Advertisement-

Dard MartaNahi Hai

Dard MartaNahi Hai Shayari

Roj Pilata Hu Ek Zahar Ka Pyala Use...
Ek Dard Jo Dil Me Hai Marta Hi Nahi Hai.

रोज़ पिलाता हूँ एक ज़हर का प्याला उसे...
एक दर्द जो दिल में है मरता ही नहीं है ।

Dil Se Ho Mera

Dil Se Ho Mera Shayari

Mujhe Rishton Ki Lambi Kataaro Se
Kya Matlab...
Koyi Dil Se Ho Mera To Ek
Shakhs Hi Kaafi Hai !

मुझे रिश्तो की लम्बी कतारों से
क्या मतलब...
कोई दिल से हो मेरा तो एक
शख्स ही काफी है ।

-Advertisement-

Ajeeb Si Betaabi Hai

Ajeeb Si Betaabi Hai Shayari

Ajeeb Si Betaabi Rahti Hai Tere Bina...
Reh Bhi Lete Hain Aur Raha Bhi Nahi Jata !!

अजीब सी बेताबी है तेरे बिना...
रह भी लेते है और रहा भी नही जाता ।