हिंदी शायरी

Aankho Se Shararat

Wo Aankho Se Yu Shararat Karte Hain,
Apni Adaa Se Bhi Qayamat Karte Hai !

Nigahen Unki Bhi Chehare Se HatTi Nahi,
Aur Wo Humari Najaron Se Shikayat Karte Hai!

वो आँखों से यूँ शरारत करते हैं,
अपनी अदा से भी कयामत करते हैं ।

निगाहें उनकी भी चेहरे से हटती नहीं,
और वो हमारी नजरों से शिकायत करते हैं ।

-Advertisement-

Roshan Shama Chehara Aapka

Roshan Shama Chehara Aapka Shayari

Pawana Pash-O-Pesh Me Hai
Jaye To Kis Taraf,

Roshan Shama Ke Ru-ba-ru
Chehara Hai Aapka !

परवाना पेशोपेश में है
जाए तो किस तरफ,

रौशन शमा के रूबरू
चेहरा है आप का ।

-Advertisement-

Yaado Ka Hisaab

Yaado Ka Hisaab Shayari

Lafz, Alfaz, Kagaz Aur Kitab,
Kahan Kahan Nahi Rakhta
Main Teri Yaado Ka Hisaab !

लफ्ज़, अल्फाज़, कागज़ और किताब,
कहाँ कहाँ नहीं रखता मैं तेरी यादों का हिसाब ।

Dil e Gumrah Ko

Dil e Gumrah Ko Shayari

Dil-e-Gumrah Ko
Kash Ye Malum Hota,

Pyaar Tab Tak Haseen Hai
Jab Tak Nahi Hota !

दिल-ए-गुमराह को
काश ये मालूम होता,

प्यार तब तक हसीन है,
जब तक नहीं होता।

-Advertisement-

Abhi Muskurana Baki Hai

Abhi Muskurana Baki Hai Shayari

Dhadkano Ko Kuchh To Kabu Me Kar Ai Dil,
Abhi Palke Jhukayi Hain,
Muskurana Abhi Baki Hai Unka !

धडकनों को कुछ तो काबू में कर ए दिल,
अभी तो पलकें झुकाई हैं
मुस्कुराना अभी बाकी है उनका।

-Advertisement-

Intezaar Ka Lutf

Intezaar Ka Lutf Shayari

Kahin Wo Aa Ke Mita De Na
Intezaar Ka Lutf,
Kahin Qabool Na Ho Jaye Iltiza Meri !

कहीं वो आ के मिटा दें न
इंतज़ार का लुत्फ़,
कहीं क़ुबूल न हो जाए इल्तिजा मेरी ।

Dekhi Hain Aankhe Uski

Dekhi Hain Aankhe Uski Shayari

Mujhse Har Baar Nazare Chura Leti Hai Wo,
Maine Kagaz Par Bhi Bana Ke Dekhi Hain Aankhe Uski !

मुझसे हर बार नज़रें चुरा लेती है वो,
मैंने कागज़ पर भी बना के देखी हैं आँखें उसकी ।

-Advertisement-

Kaash Tu Bhi Ban Jaye

Kaash Tu Bhi Ban Jaye Shayari

Kaash Tu Bhi Ban Jaye Teri Yaadon Kee Tarah,
Na Waqt Dekhe Na Bahana, Bas Chali Aaye !!

काश तू भी बन जाए तेरी यादों कि तरह,
न वक़्त देखे न बहाना बस चली आये ।।