- Home
- Dard Shayari
- Page-11
दर्द शायरी
Dard Mein Jeene Ki Aadat
दर्द में जीने की हमें आदत कुछ ऐसी पड़ी,
कि अब दर्द ही अपना हमदर्द लगने लगा।
Dard Mein Jeene Ki Humein Aadat Kuchh Aisi Padi,
Ki Ab Dard Hi Apna Humdard Lagne Laga.
Dard Kitna Hai
मसला ये नहीं है कि
दर्द कितना है,
मुद्दा ये है कि
परवाह किसको है।
MasHala Ye Nahin Hai Ki
Dard Kitna Hai,
Mudda Ye Hai Ki
Parwaah Kisko Hai.
Dard Se Haath Na Milaate
दर्द से हाथ न मिलाते तो और क्या करते,
गम के आँसू न बहाते तो और क्या करते,
उसने माँगी थी हमसे रौशनी की दुआ,
हम अपना घर न जलाते तो और क्या करते।
Dard Se Haath Na Milaate To Aur Kya Karte,
Gham Ke Aansoo Na Bahaate To Aur Kya Karte,
Usne Maangi Thi Humse Roshani Ki Duaa,
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Aur Kya Karte.
Kuchh Hai Ghaayal Jo
ये क्या है जो आँखों से रिसता है,
कुछ है भीतर जो यूं ही दुखता है,
कह सकता हूँ पर कहता भी नहीं,
कुछ है घायल जो यहाँ सिसकता है।
Ye Kya Hai Jo Aankhon Se Rista Hai,
Kuchh Hai Bheetar Jo Yoon Hi Dukhta Hai,
Keh Sakta Hoon Par Kehta Bhi Nahin,
Kuchh Hai Ghaayal Jo Yahaan Sisakta Hai.
Dil Ke Tadapne Ka
Dil Ke Tadapne Ka Kuchh To Sabab Hai Aakhir,
Ya Dard Ne Karbat Li Hai Ya Tumne Idhar Dekha.
दिल के तड़पने का कुछ तो सबब है आख़िर
या दर्द ने करवट ली है या तुमने इधर देखा है।
Waise Jaata Nahin Koi
यूँ तो हमेशा के लिए यहाँ आता नहीं कोई,
पर आप जिस तरह से गए वैसे जाता नहीं कोई।
Yoon To Hamesha Ke Lie Yahaan Aata Nahin Koi,
Par Aap Jis Tarah Se Gaye Waise Jaata Nahin Koi.
Inn Aankhon Mein Paani
अपनी तो जिंदगी की अजब कहानी है,
जिसे हमने चाहा वही हमसे बेगानी है,
हँसता हूँ दोस्तों को हँसाने के लिए,
वरना इन आँखों में पानी ही पानी है।
Apni To Zindagi Ki Ajab Kahani Hai,
Jise Humne Chaaha Wahi Humse Begaani Hai,
Hansta Hoon Doston Ko Hansaane Ke Liye,
Varna Inn Aankhon Mein Paani Hi Paani Hai.
Kuchh Hai Ghaayal
ये क्या है, जो आँखों से रिसता है,
कुछ है भीतर, जो यूँ ही दुखता है,
कह सकता हूं, पर कहता भी नहीं,
कुछ है घायल, जो यहाँ सिसकता है।
Ye Kya Hai, Jo Aankhon Se Risata Hai,
Kuchh Hai Bheetar, Jo Yoon Hi Dukhta Hai,
Keh Sakta Hoon, Par Kehta Bhi Nahin,
Kuchh Hai Ghaayal, Jo Yahaan Sisakta Hai.