- Home
- Ishq Shayari
- Page-6
इश्क़ शायरी
Fir Ishq Ka Junoon
Fir Ishq Ka Junoon Chad Raha Hai Sar Pe,
MayKhane Se Kah Do Darwaza Khula Rakhe.
--------------------------------------
Akele Hum Hi Shamil Nahi Iss Jurm Mein,
Najrein Jab Bhi Mili Thi Muskuraye Tum Bhi The.
--------------------------------------
Log Puchhte Hain Kaun Si Duniya Mein Jeete Ho,
Arey... Ishq Mein Duniya Kahan Najar Aati Hai.
फिर इश्क़ का जूनून चढ़ रहा है सिर पे,
मयख़ाने से कह दो दरवाज़ा खुला रखे।
--------------------------------------
अकेले हम ही शामिल नहीं इस जुर्म में जनाब,
नजरें जब भी मिली थी मुस्कराये तुम भी थे।
--------------------------------------
लोग पूछते हैं कौन सी दुनिया में जीते हो,
अरे इश्क़ में दुनिया कहाँ नजर आती है।
Ishq Dobara Nahi Kiya
Tajurba Ek Hi Kafi Tha Bayan Karne Ke Liye,
Main Dekha Hi Nahi Ishq Dobara Karke..!
तजुर्बा एक ही काफी था बयान करने के लिए,
मैंने देखा ही नहीं इश्क़ दोबारा करके।
Gham Bura Na Lage
Kuchh Ajab Haal Hai In Dino Tabiyat Ka Sahab,
Khushi, Khushi Na Lage Aur Gham Bura Na Lage!
कुछ अजब हाल है इन दिनों तबियत का साहब,
ख़ुशी ख़ुशी न लगे और ग़म बुरा न लगे ।
Kisi Ka Ishq
Kisi Ka Ishq Kisi Ka Khyaal The Hum Bhi,
Gaye Dino Me Bahut Ba-Kamaal The Hum Bhi!
किसी का इश्क़ किसी का ख्याल थे हम भी,
गए दिनों में बहुत बा-कमाल थे हम भी।
Yeh Ishq Jiske Qahar Se
Yeh Ishq Jiske Qahar Se Darta Hai Zamana,
Kambakht Mere Sabr Ke Tukdon Pe Pala Hai.
ये इश्क़ जिसके कहर से डरता है ज़माना,
कमबख्त मेरे सब्र के टुकड़ों पे पला है ।
Wo Apni Anaa Mein Rahe
Jashn-e-Shab Mein Meri Jal Na Saka Ishq Ka Diya,
Wo Apni Anaa Mein Rahe Aur Maine Apne Ghamo Ko Jia.
जश्न-ए-शब में मेरी कभी जल न सका इश्क़ का दिया,
वो अपनी अना में रही और मैंने अपने ग़मो को ज़िया।
Jinka Hua Ishq Mukammal
Farishte Hi Honge Jinka Hua ISHQ Mukammal,
Insaano Ko To Humne Sirf Barbaad Hote Hai.
फ़रिश्ते ही होंगे जिनका हुआ इश्क मुकम्मल,
इंसानों को तो हमने सिर्फ बर्बाद होते देखा है।
Rooh Gulaam Ho Gayi
Meri Rooh Gulaam Ho Gayi Tere Ishq Mein Shayad,
Varna Yoon Chhatpatana Meri Aadat Toh Na Thi.
मेरी रूह गुलाम हो गई है, तेरे इश्क़ में शायद,
वरना यूँ छटपटाना, मेरी आदत तो ना थी ।