हिंदी शायरी

To Bewafa Na Lage

To Bewafa Na Lage Shayari

न जाने क्या है..? उसकी उदास आंखों में,
वो मुँह छुपा के भी जाये तो बेवफा न लगे।

Na Jaane Kya Hai..? Uski Udaas Aankhon Mein,
Wo Moonh Chhupa Ke Bhi Jaaye To Bewafa Na Lage.

-Advertisement-

Tere Saath Zindagi

Tere Saath Zindagi Shayari

Kabhi Banti Thi Toh
Kabhi Bigad Kar Baithh Jati Thi,
Tere Saath Zindagi Jaisi Bhi Thi,
Zindagi Jaisi Toh Thi.

कभी बनती थी तो
कभी बिगड़ कर बैठ जाती थी,
तेरे साथ जैसी भी थी जिंदगी
जिंदगी जैसी तो थी।

-Advertisement-

Aashna Dard Se Hona

Kismat Mein Likha Tha Aashna Dard Se Hona,
Tu Na Milta Toh Kisi Aur Se Bichhade Hote.

किस्मत में लिखा थाआशना दर्द से होना,
तू ना मिलता तो किसी और से बिछड़े होते।

Hum Kangaal Ho Gaye

Hum Kangaal Ho Gaye Shayari

नज़रें मिली तो बेख्याल हो गए,
नज़रें झुकी तो सवाल हो गए,
और इतना घुमाया उसे प्यार में,
शॉपिंग कराते कराते कंगाल हो गए!

Nazarein Mili To Bekhyaal Ho Gaye,
Nazarein Jhuki To Sawaal Ho Gaye,
Aur Itna Ghumaaya Use Pyar Mein,
Shopping Karaate Karaate Kangaal Ho Gaye!

-Advertisement-

Dum Tod Deti Hai Khushi

ना जाने वक्त खफा है या खुदा नाराज है हमसे,
दम तोड़ देती है हर खुशी मेरे घर तक आते-आते।

Na Jaane Waqt Khafa Hai Ya Khuda Naraaj Hai Humse,
Dum Tod Deti Hai Har Khushi Mere Ghar Tak Aate-Aate.

-Advertisement-

Mehfil Bhi Royegi

Mehfil Bhi Royegi Shayari

Mehfil Bhi Royegi Har Dil Bhi Royega,
Duba Kar Meri Kashti Saahil Bhi Royega,
Itna Pyar Bikher Denge Duniya Mein Hum,
Qatl Kar Ke Humara Qatil Bhi Royega.

महफ़िल भी रोएगी हर दिल भी रोयेगा,
डुबा कर मेरी कश्ती साहिल भी रोयेगा,
इतना प्यार बिखेर देंगे दुनिया में हम,
कत्ल करके हमारा कातिल भी रोयेगा।

Jisko Chaaho

Jisko Chaaho Usey Chahat Ka Pata Bhi Dena,
Kitna Pyar Hai Uss Se Ye Jataa Bhi Dena,
Ke Dil Uska Kahin Aur Na Lag Jaaaye,
Karke Ijhaar Uske Dil Ko Chura Bhi Lena,
Galti Se Roothhe Kabhi Toh Usey Manaa Bhi Lena,
Bahut Haseen Hota Hai Ye Pyar Ka Rishta,
Kabhi Galti Se Bhi Uska Dil Dukha Na Dena.

जिसको चाहो उसे चाहत बता भी देना,
कितना प्यार है उससे ये जता भी देना,
कि दिल उसका कहीं और ना लग जाए,
करके इज़हार उसके दिल को चुरा भी लेना,
गलती से रूठे कभी तो उसे मना भी लेना,
कि बहुत हसीन होता है ये प्यार का रिश्ता,
कभी ग़लती से भी इसे तोड़ ना लेना।

-Advertisement-

Paigaam To Aankhon Mein Tha

वो किताब लौटाने का बहाना तो लाखों में था,
लोग ढूढ़ते रहे सबूत पैगाम तो आँखों में था।

Wo Kitaab Lautane Ka Bahaana To Laakhon Mein Tha,
Log Dhoodhte Rahe Saboot Paigaam To Aankhon Mein Tha.