हिंदी शायरी

Talkh Jawaab-e-Wafa

ऐसा तल्ख़ जवाबे-वफ़ा पहली ही दफा मिला,
हम इस के बाद फिर कोई अरमां न कर सके।

Aisa Talkh Jawaab-e-Wafa Pehli Hi Dafaa Mila,
Hum Iss Ke Baad Phir Koi Armaan Na Kar Sake.

-Advertisement-

Pyaar Na Sahi Nafrat Hi

खुदा सलामत रखना उन्हें,
जो हमसे नफरत करते हैं,
प्यार न सही नफरत ही सही,
कुछ तो है जो वो सिर्फ हमसे करते हैं।

Khuda Salaamat Rakhna Unhein,
Jo Humse Nafrat Karte Hain,
Pyaar Na Sahi Nafrat Hi Sahi,
Kuchh To Hai Jo Wo Sirf Humse Karte Hain.

-Advertisement-

Kaajal Teri Aankhon Ka

Kaajal Teri Aankhon Ka Shayari

हौंसला तुझमें न था मुझसे जुदा होने का,
वरना काजल तेरी आँखों का न यूँ फैला होता।

Haunsla Tujh Main Na Tha Mujh Se Juda Hone Ka,
Varna Kaajal Teri Aankhon Ka Na Yoon Phaila Hota.

Sachchi Mohabbat Milna Bhi

Sachchi Mohabbat Milna Bhi Shayari

सच्ची मोहब्बत मिलना भी तकदीर होती है,
बहुत कम लोगों के हाथों में ये लकीर होती है।

Sachchi Mohabbat Milna Bhi Takdeer Hoti Hai,
Bahut Kam Logon Ke Haathon Mein Ye Lakeer Hoti Hai.

-Advertisement-

Tumhare Pyar Ka Rog

Tumhare Pyar Ka Rog Shayari

तुम्हारे प्यार का रोग नहीं जाता कसम ले लो,
गले में डाल कर मैंने सैकड़ों ताबीज़ देखे हैं।

Tumhare Pyar Ka Rog Nahin Jaata Kasam Le Lo,
Gale Mein Daal Kar Maine Saikdon Tabeez Dekhe Hain.

-Advertisement-

Jab Aapke Bina Raat

जब भी आपके बिना रात होती हैं,
तब दीवारों से अक्सर बात होती हैं,
सन्नाटा पूछता हैं हमारा हाल हमसे,
तो आपके नाम से ही शुरुआत होती हैं।

Jab Bhi Aapke Bina Raat Hoti Hain,
Tab Deewaron Se Aksar Baat Hoti Hain,
Sannata Poochhta Hain Humara Haal Humse,
To Aapke Naam Se Hi Shuruaat Hoti Hain.

Magar Aansoo Nikal Pade

इतना तो ज़िंदगी में, न किसी की खलल पड़े,
हँसने से हो सुकून, न रोने से कल पड़े,
मुद्दत के बाद उसने, जो की लुत्फ़ की निगाह,
जी खुश तो हो गया, मगर आँसू निकल पड़े।

Itna To Zindagi Mein, Na Kisi Ki Khalal Pade,
Hansne Se Ho Sukoon, Na Rone Se Kal Pade,
Muddat Ke Baad Usne, Jo Ki Lutf Ki Nigaah,
Jee Khush To Ho Gaya, Magar Aansoo Nikal Pade.

-Advertisement-

Tere Gham Ko Chhupaaun Kaise

Tere Gham Ko Chhupaaun Kaise Shayari

खुश्क आँखों से भी अश्कों की महक आती है,
तेरे ग़म को ज़माने से मैं छुपाऊं कैसे।

Khushq Aankhon Se Bhi Ashqon Ki Mahek Aati Hai,
Tere Gham Ko Zamane Se Main Chhupaaun Kaise.