गिला शिकवा शायरी

Jo Baat Hosh Ki Kar Di

Meri Ladkhadahat Tum Mujh Tak Hi Rahne Do,
Jo Baat Hosh Ki Kar Di To Behosh Ho Jaaoge !

मेरी लड़खड़ाहट तुम, मुझ तक ही रहने दो,
जो बात होश की कर दी, तो बेहोश हो जाओगे।

-Advertisement-

Tum Badle To

Tum Badle To Mazbooriyan Thin...
Hum Badle To Bewafa Ho Gaye...!

तुम बदले तो मजबूरियाँ थी...
हम बदले तो बेवफ़ा हो गए...।

-Advertisement-

Zamana Khada Hai

Zamana Khada Hai Haatho Me Patthar Lekar,
Kahan Tak Bhaagu Shishe Ka Muqaddar Lekar!

ज़माना खड़ा है हाथों में पत्थर लेकर,
कहाँ तक भागूं शीशे का मुक़द्दर लेकर ।

Phoolo Se Dil Lagaun

Kaha Ye Kisne Ki Phoolo Se Dil Lagaun Main,
Agar Tera Khayal Na Sochu To Mar Jaaun Main,
Maang Na Mujhse Tu Hisaab Meri Mohabbat Ka,
Aa Jaaun Imtihaan Par To Had Se Gujar Jaaun Main!

कहा ये किसने कि फूलों से दिल लगाऊं मैं,
अगर तेरा ख्याल ना सोचूं तो मर जाऊं मैं,
माँग ना मुझसे तू हिसाब मेरी मोहब्बत का,
आ जाऊं इम्तिहान पर तो हद्द से गुज़र जाऊं मैं..!!

-Advertisement-

Mohabbat Hai Ki Nafrat Hai

Mohabbat Hai Ki Nafrat Hai, Mujhe Tu Itna Samjha De,
Kabhi Main Dil Se Ladta Hoon, Kabhi Dil Mujh Se Ladta Hai !

मोहब्बत है कि नफरत है, मुझे तू इतना समझा दे,
कभी मैं दिल से लड़ता हूँ कभी दिल मुझ से लड़ता है ।

-Advertisement-

Tumhe Ghairon Se Kab Fursat

Tumhe Ghairon Se Kab Fursat
Hum Apne Gham Se Kab Khaali,

Chalo Bas Ho Chuka Milna
Na Tum Khaali Na Hum Khaali !

तुम्हें ग़ैरों से कब फुर्सत
हम अपने ग़म से कब ख़ाली,

चलो बस हो चुका मिलना
न तुम ख़ाली न हम ख़ाली ।।

Chhorh To Sakta Hu Magar

Chhorh To Sakta Hu Magar Chhorh Nahi Paata Use,
Wo Shakhs Meri Bigadi Huyi Aadat Ki Tarah Hai !!

छोड़ तो सकता हूँ मगर छोड़ नहीं पाता उसे,
वो शख्स मेरी बिगड़ी हुई आदत की तरह है ।

-Advertisement-

Ajeeb Mithaas Hai

Ajeeb Mithaas Hai Mujh Gareeb Ke Khoon Me Bhi,
Jise Bhi Mauka Milta Hai Woh Peeta Zaroor Hai !!

अजीब मिठास है मुझ गरीब के खून में भी,
जिसे भी मौका मिलता है वो पीता जरुर है ।