- Home
- Tanhaai Shayari
- Page-7
तन्हाई शायरी
Tere Jalvon Ne Mujhe
Tere Jalvon Ne Mujhe Gher Liya Hai Ai Dost,
Ab Toh Tanhai Ke Lamhe Bhi Haseen Lagte Hain.
सीमाब अकबराबादीतेरे जल्वों ने मुझे घेर लिया है ऐ दोस्त,
अब तो तन्हाई के लम्हे भी हसीं लगते हैं।
Wafadar Tanha Milte Hain
Na Dhoondh Mera Kirdaar Duniya Ki Bheed Me,
Wafadar To Hamesha Tanha Hi Milte Hain !
ना ढूंढ मेरा किरदार दुनियाँ की भीड़ में...
वफादार तो हमेशा तन्हां ही मिलते है ।
Deedar Ke Mohataz
Talab Aisi Ki Basa Le
Use Saanso Me Hum !
Aur...
Kismat Aisi Ki
Deedar Ke Bhi Mohataz Hain!
तलब ऐसी कि बसा ले
उसे साँसो में हम ।
और...
किस्मत ऐसी कि
दीदार के भी मोहताज है ।
Is Ishq Ki Parwah Me
Is Ishq Ki Parwah Me,
Ham Akele Ho Gaye !
Sach Kahte Hain Log,
Mohabbat Tanha Kar Jati Hai !
इस इश्क की परवाह में,
हम तन्हा हो गये ।
सही कहते थे लोग,
मोहब्बत अकेला कर जाती है ।
Tanhayion Se Mohabbat
Intezaar Ki Arzoo Ab Kho Gayi Hai,
Khamoshion Ki Aadat Ho Gayi Hai,
Na Shiqwa Raha Na Shiqayat Kisi Se,
Agar Hai... To Ek Mohabbat,
Jo In Tanhayion Se Ho Gayi Hai!
इंतज़ार की आरज़ू अब खो गयी है,
खामोशियो की आदत हो गयी है,
न शिकवा रहा न शिकायत किसी से,
अगर है... तो एक मोहब्बत,
जो इन तन्हाइयों से हो गई है ।
Ek Muddat Se Mere Haal
Ek Muddat Se Mere Haal Se Begana Hai,
Jaane Zalim Ne Kis Baat Ka Bura Mana Hai,
Main Jo Zindgi Hoon To Wo Bhi Hai Anaa Ka Qaidi,
Mere Kahne Par Kahan Usne Chale Jana Hai !
एक मुद्दत से मेरे हाल से बेगाना है,
जाने ज़ालिम ने किस बात का बुरा माना है,
मैं जो जिंदगी हूँ तो वो भी हैं अना का कैदी,
मेरे कहने पर कहाँ उसने चले आना है ।
Dil Me Thodi Si Jagah
Uske Dil Me Thodi Si Jagah Maagi Thi
Musafiron Ki Tarah,
Usne Tanhaayion Ka Ek Shahar
Mere Naam Kar Diya !
उसके दिल में थोड़ी सी जगह माँगी थी
मुसाफिरों की तरह,
उसने तन्हाईयों का एक शहर
मेरे नाम कर दिया।
Apni Yaadon Ki Khushboo
Ab Apni Yaadon Ki Khushboo Bhi
Humse Chheen Loge Kya ?
Kitaab-e-Dil Me Ab Ye
Sookha Gulaab To Rahne Do !
अब अपनी यादों की खुशबू भी
हम से छीन लोगे क्या ?
किताब-ए-दिल में अब ये
सूखा गुलाब तो रहने दो ।