Home / Category : Heart Touching Lines

Heart Touching Lines in Hindi

Mohabbat Mein Muskurana...

Talluq Toot Kar Baad Mein Jo Kuchh Bhi Rah Gaye,
Magar Mohabbat Mein Wo Pahla Muskurana Yaad Aata Hai.

-Advertisement-

Khwahishon Se Rishta...

Ek Ajeeb Sa Rishta Hai
Mere Aur Khwahishon Ke Darmiyaan,
Woh Mujhe Jeene Nahin Deti
Main Unhein Marne Nahi Deta.

-Advertisement-

Log Bura Kehte Hain...

Log Mujhe Bura Kehte Aur Bura Samjhte Hain,
Kuchh Na Kuchh Sachchai To Jaroor Hogi Unki Baaton Mein.

Unko Zindagi SamajhKar...

Unhone Waqt Samajh Kar Gujaar Dia HumKo,
Aur Hum...
Unko Zindagi SamajhKar Aaj Bhi Jee Rahe Hain.

-Advertisement-

Hum Tumhare Hain...

Laut Aao Na... Aur Aakar Sirf Itna Kah Do...
Hum Bhatak Gaye They...
Hum They Bhi Tumhare Aur Hain Bhi Tumhare Hi.

Share this page
 
© 2015-2022 Hindi-Shayari.in | Desclaimer | Contact Us | Sitemap
Best Shayari in hindi | Love Sad Funny Shayari and Status in Hindi