हिंदी शायरी

Aankhon Mein Aansoo Leke

आँखों में आँसू लेके होठों से मुस्कुराये,
हम जैसे जी रहे हैं कोई जी के तो बताये।

Aankhon Mein Aansoo Leke Hothon Se Muskuraaye,
Hum Jaise Jee Rahe Hain Koi Jee Ke To Bataaye.

-Advertisement-

Udhaar Le-Le Kar Khaaya

इस कदर उधार ले-ले कर
खाया है हमने...
कि दुकानदार भी हमारी
ज़िन्दगी की दुआ करते हैं!

Iss Kadar Udhaar Le-Le Kar
Khaaya Hai Humne...
Ki Dukaandaar Bhi Humari
Zindagi Ki Dua Karte Hain!

-Advertisement-

Kuchh Log Berahami Se

लोग तो अपना बना कर छोड़ देते हैं,
कितनी आसानी से गैरों से रिश्ता जोड़ लेते हैं,
हम एक फूल तक ना तोड़ सके कभी,
कुछ लोग बेरहमी से दिल तोड़ देते हैं।

Log To Apna Bana Kar Chhod Dete Hain,
Kitni Aasaani Se Gairon Se Rishta Jod Lete Hain,
Hum Ek Phool Tak Na Tod Sake Kabhi,
Kuchh Log Berahami Se Dil Tod Dete Hain.

Tujhe Yaad Karne Ka Bahana

तेरे गम में भी नायाब खजाना ढूँढ लेते हैं,
हम तुम्हें याद करने का बहाना ढूँढ लेते हैं।

Tere Gham Mein Bhi Naayaab Khazana Dhoondh Lete Hain,
Hum Tujhe Yaad Karne Ka Bahana Dhoondh Lete Hain.

-Advertisement-

चाहत की राह में

चाहत की राह में बिखरे अरमान बहुत हैं,
हम उसकी याद में परेशान बहुत हैं,
वो हर बार दिल तोड़ता है ये कह कर,
मेरी उम्मीदों के अभी मुकाम बहुत हैं।

Chahat Ki Raah Mein Bikhre Armaan Bahut Hain,
Hum Unki Yaad Mein Pareshaan Bahut Hain,
Wo Har Baar Dil Todta Hai Ye Keh Kar,
Ki Meri Ummeedon Ke Maqaam Bahut Hain.

-Advertisement-

Zabt Kahta Hai

Zabt Kahta Hai Shayari

Zabt Kahta Hai Khamoshi Se Basar Ho Jaye,
Dard Ki Zidd Hai Duniya Ko Khabar Ho Jaye.

जब्त कहता है खामोशी से बसर हो जाये,
दर्द की ज़िद है कि दुनिया को खबर हो जाये।

Jahan Se Na Uthha Janaza

Liya Ho Jo Na Aapne Aisa Koi Imtehaan Na Raha,
Insaan Aakhir Mohabbat Mein Insaan Na Raha,
Hai Koi Basti Jahan Se Na Uthha Janaza Diwane Ka,
Aashiq Ki Qurbat Se Mahroom Koi Kabristaan Na Raha.

लिया हो जो न आपने ऐसा कोई इम्तिहान न रहा,
इंसान आखिर मोहब्बत में इंसान न रहा,
है कोई बस्ती जहाँ से न उठा हो जनाज़ा दीवाने का,
आशिक की कुर्बत से महरूम कोई कब्रिस्तान न रहा।

-Advertisement-

Hadd Se Gujar Gaye

Tum Bas Uljhe Rah Gaye Humein Aajmaane Mein,
Aur Hum Hadd Se Gujar Gaye Tumhein Chahne Mein.

तुम बस उलझे रह गए हमें आजमाने में,
और हम हद से गुजर गए तुम्हें चाहने में।