हिंदी शायरी

Ishq Mein Kya Batayein

Ishq Mein Kya Batayein Shayari

Ishq Mein Hum Tumhein Kya Batayein,
Kis Kadar Chot Khaye Huye Hain,
Maara Tha Baap Ne Kal Uske,
Aaj Bhai Aaye Huye Hain...!!!

इश्क में हम तुम्हें क्या बताएं
किस कदर चोट खाए हुए हैं,
मारा था बाप ने कल उसके,
आज भाई आये हुए हैं।

-Advertisement-

आशिक़ हम तुम्हारे हैं

दिल में कुछ अरमान जगे
आँखों में नज़ारे हैं,
गर्दिश में सितारे हैं पर
आशिक़ हम तुम्हारे हैं,
नींदों ने हड़ताल करी और
यादों का हंगामा है,
जगी हुई हैं आँखें पर
इनमें ख्वाब तुम्हारे हैं।

Dil Mein Kuchh Aramaan Jage
Aankhon Mein Nazaare Hain,
Gardish Mein Sitaare Hain Par
Aashiq Hum Tumhare Hain,
Nindon Ne Hadataal Kari Aur
Yaadon Ka Hungaama Hai,
Jagi Hui Hain Aankhein Par
Inmein Khwaab Tumhaare Hain.

-Advertisement-

Dosti Ka Naam Badnaam

Aao Tallukaat Ko Kuchh Aur Naam Dein,
Ye Dosti Ka Naam To Badnaam Ho Gaya.

आओ ताल्लुकात को कुछ और नाम दें,
ये दोस्ती का नाम तो बदनाम हो गया।

Humaari Khushi Aapke Baad

जब भी तन्हाई में आपकी याद आती है,
तब मेरे होंठों पर बस एक ही फरियाद आती है,
खुदा आपको जिंदगी में हर खुशी दे दे,
क्योंकि हमारी खुशी आपके बाद आती है।

Jab Bhi Tanhai Mein Aapki Yaad Aati Hai,
Tab Mere Honthon Par Bas Ek Hi Fariyaad Aati Hai,
Khuda Aapko Zindagi Mein Har Khushi De De,
Kyonki Humaari Khushi Aapke Baad Aati Hai.

-Advertisement-

Dil Ki Kitaab Is Tarah

दिल की किताब कुछ इस तरह बनाई है,
हर पन्ने पर आपकी ही याद समाई है,
फट न जाए एक भी पन्ना इसलिए हमने,
हर पन्ने पर दोस्ती की लेमिनेसन चिपकाई है।

Dil Ki Kitaab Kuchh Is Tarah Banai Hai,
Har Panne Par Aapki Hi Yaad Samai Hai,
Phat Na Jaye Ek Bhi Panna Isaliye Humne,
Har Panne Par Dosti Ki Lemination Chipkai Hai.

-Advertisement-

Dosti Ne Jeena Sikha Diya

Dosti Ne Jeena Sikha Diya Shayari

आपकी दोस्ती ने हमें जीना सिखा दिया,
रोते हुए दिल को हँसना सिखा दिया,
कर्ज़दार रहेंगे हम उस खुदा के,
जिसने आप जैसे दोस्त से मिला दिया।

Aapki Dosti Ne Humein Jeena Sikha Diya,
Rote Huye Dil Ko Hansna Sikha Diya,
Karzdaar Rahenge Hum Uss Khuda Ke,
Jisne Aap Jaise Dost Se Mila Diya.

Dost Tera Hi Sahaara Hai

ज़िंदगी के सागर का एक ही किनारा है,
ये किनारा सब किनारों से प्यारा है,
तू मुझसे कभी मत रूठना ऐ मेरे दोस्त,
मुझे इस दुनिया में बस तेरा ही सहारा है।

Zindagi Ke Saagar Ka Ek Hi Kinaara Hai,
Ye Kinaara Sab Kinaaron Se Pyaara Hai,
Tu Mujhse Kabhi Mat Roothna Ai Mere Dost,
Mujhe Is Duniya Mein Bas Tera Hi Sahaara Hai.

-Advertisement-

Karm Karo Bas Tum

कर्म करो बस तुम अपना लोग उसे जानेंगे ही,
आज नहीं तो कल ही सही लोग तुम्हें पहचानेंगे ही।

Karm Karo Bas Tum Apna Log Use Jaaneng Hi,
Aaj Nahin To Kal Hi Sahi Log Tumhein Pehchaanenge Hi.