हिंदी शायरी

Shayari Dard Ki Shiddat

Dard Ki Shiddat Se Sharminda Nahi Hai Meri Wafa,
Pyar Gehra Ho To Zakhm Bhi Gehra Deta Hain.

दर्द की शिद्दत से शर्मिंदा नहीं है मेरी वफ़ा,
प्यार गहरा हो तो ज़ख्म भी गहरा देता है।

-Advertisement-

Wo Na Badnaam Ho Jaaye

Wo Na Badnaam Ho Jaaye Shayari

मै खुद भी एहतियातन,
उस गली से कम गुजरता हूँ,
कोई मासूम क्यों कर,
मेरे लिए बदनाम हो जाये।

Main Khud Bhi Ehetiyaatan,
Us Gali Se Kam Gujarta Hoon,
Koi Maasoom Kyon Kar,
Mere Liye Badnaam Ho Jaaye.

-Advertisement-

Ada Hai Gam Bhulaane Ki

ख्यालों में मेरे कभी आप भी खोये होंगे,
खुली आँखों से कभी आप भी सोये होंगे,
माना हँसी अदा है गम भुलाने की लेकिन
हँसते-हँसते कभी आप भी रोये होंगे।

Khyalon Mein Mere Kabhi Aap Bhi Khoye Honge,
Khuli Aankhon Se Kabhi Aap Bhi Soye Honge,
Maana Hansi Ada Hai Gam Bhulaane Ki Lekin,
Hansate-Hansate Kabhi Aap Bhi Roye Honge.

Tanhai Mein Khalal

अपनी तन्हाई में खलल यूँ डालूँ सारी रात...
खुद ही दर पे दस्तक दूँ और खुद ही पूछूं कौन?

Apni Tanhai Mein Khalal Yoon Daaloon Saari Raat...
Khud Hi Dar Pe Dastak Doon Aur Khud Hi Poochhoon Kaun?

-Advertisement-

वो क्यों नहीं समझते

उनकी मुस्कान हमारी कमजोरी है,
उनसे कुछ कह न पाना हमारी मजबूरी है,
वो क्यों नहीं समझते हमारी ख़ामोशी को,
क्या ख़ामोशी को जुबान देना जरूरी है।

Unki Muskaan Humari Kamjori Hai,
Unse Kuchh Keh Na Paana Humari Majboori Hai,
Wo Kyon Nahin Samajhte Humari Khamoshi Ko,
Kya Khamoshi Ko Jubaan Dena Jaroori Hai.

-Advertisement-

Tumhara DabDaba Logon

तुम्हारा दबदबा लोगों यहाँ सिर्फ ज़िंदगी तक है,
किसी की कब्र के अंदर ज़मींदारी नहीं चलती।

Tumhara DabDaba Logon Yahaan Sirf Zindagi Tak Hai,
Kisi Ki Kabr Ke Andar Zamindaari Nahin Chalti.

Halaat Se Takraane Ka

Halaat Se Takraane Ka Shayari

हालात से टकराने का जज्बा रखो,
मुश्किलों में मुस्कुराने का जज्बा रखो,
अगर रूठ जाए तुम्हारे दिल का रेगिस्तान,
तो रेत की दीवार बनाने का जज्बा रखो।

Halaat Se Takraane Ka Jajba Rakho,
Mushkilon Mein Muskuraane Ka Jajba Rakho,
Agar Rooth Jaye Tumhare Dil Ka Registaan,
To Ret Ki Deewar Banaane Ka Jajba Rakho.

-Advertisement-

Iraada Unchi Udaan Ka

जब इरादा बना लिया ऊंची उड़ान का,
फिर देखना फिजूल है कद आसमान का।

Jab Iraada Bana Liya Unchi Udaan Ka,
Phir Dekhana Fijool Hai Kad Aasmaan Ka.