- Home
- Sad Shayari
- Page-21
सैड शायरी
Aankh Jab Nam Huyi
इसे इत्तेफाक समझो
या दर्द भरी हकीकत,
आँख जब भी नम हुई,
वजह कोई अपना ही था।
Ise Ittefaq Samjho
Ya Dard Bhari Hakiqat,
Aankh Jab Bhi Nam Huyi
Wajah Koi Apna Hi Tha.
वक़्त बहुत कुछ, छीन लेता है...
खैर मेरी तो सिर्फ़ मुस्कुराहट थी।
Waqt Bahut Kuchh Cheen Leta Hai,
Khair Meri Toh Sirf Muskurahat Thi.
Mere Dil Ke Tukde
Naraj Kyun Hote Ho?
Chale Jayenge Tumhari Mehfil Se,
Lekin Pehle Mujhe Mere Dil Ke,
Tukde Toh Utha Lene Do.
नाराज़ क्यों होते हो?
चले जाएंगे तुम्हारी महफ़िल से,
लेकिन पहले मुझे मेरे दिल के
टुकड़े तो उठा लेने दो।
Zakhmi Hai Dil Mera
Kyun Sataate Ho Mujhe...
Jahan Mein Jeene Ki Ijazat De Do,
Bada Hi Zakhmi Hai Dil Mera
Bas Kuchh Pal Ki Mohabbat De Do.
क्यूँ सताते हो मुझे
जहाँ में जीने की इजाजत दे दो,
बड़ा ही जख्मी दिल है मेरा
बस कुछ पल की मुहब्बत दे दो।
Umeedon Ke Sahare Dil
Fir Se Woh Sapna Sajaane Chala Hoon,
Umeedon Ke Sahare Dil Lagane Chala Hoon,
Pata Hai Ke Anjaam Bura Hi Hoga Mera,
Phir Bhi Kisi Ko Apna Banane Chala Hoon.
फिर से वो सपना सजाने चला हूँ,
उमीदों के सहारे दिल लगाने चला हूँ,
पता है कि अंजाम बुरा ही होगा मेरा,
फिर भी किसी को अपना बनाने चला हूँ।
Barbaad Kar Deti Hai Mohabbat
Barbaad Kar Deti Hai Mohabbat
Har Mohabbat Karne Wale Ho,
Kyunki Ishq Haar Nahi Manta
Aur Dil Baat Nahi Manta.
बरबाद कर देती है मोहब्बत
हर मोहब्बत करने वाले को,
क्यूँकि इश्क़ हार नहीं मानता
और दिल बात नहीं मानता।
Log Badal Jate Hain Aksar
Mujhe Bhi Pata Tha Ki
Log Badal Jate Hain Aksar,
Magar Maine Kabhi Tumhein Logon Mein
Gina Bhi To Nahi Tha.
मुझे भी पता था कि
लोग बदल जाते हैं अक्सर,
मगर मैंने कभी तुम्हें लोगों में
गिना भी तो नहीं था।
Mohabbat Ki Saza
Duniyan Mein Kahan Wafa Ka Sila Dete Hain Log,
Ab Toh Mohabbat Ki Saza Dete Hain Log,
Pahle Sajaate Hain Dilon Mein Chahton Ke Khwab,
Fir Aitbaar Ko Hi Aag Laga Dete Hain Log.
दुनिया में कहाँ वफा का सिला देते हैं लोग,
अब तो मोहब्बत की सजा देते हैं लोग,
पहले सजाते हैं दिलो में चाहतों का ख्वाब,
फिर ऐतबार को ही आग लगा देते हैं लोग।
Zakhm Taza Rahe
Mujhey Yakeen Hai Mohabbat Usi Ko Kahte Hain,
Ke Zakhm Taza Rahe Aur Nishan Chala Jaye.
मुझे यकीन है मोहब्बत उसी को कहते हैं,
कि जख्म ताज़ा रहे और निशान चला जाये।