- Home
- Two Line Shayari
- Page-13
दो लाइन शायरी
Wo Kahani Thi
Wo Kahani Thi Chalti Rahi,
Main Kissa Tha Khatm Hua.
वो कहानी थी, चलती रही,
मैं किस्सा था, खत्म हुआ ।
Uska Jee Bhar Gaya
Usne Jee Bhar Ke Mujhko Chaha Tha,
Fir Hua Yun Ke Uska Jee Bhar Gaya !
उसने जी भर के मुझको चाहा था,
फ़िर हुआ यूँ के उसका जी भर गया।
Tanha Na Hote
Humne Kab Kaha Ki Keemat Samjho Tum Humari,
Gar Hamen Bikna Hi Hota To Aaj Yun Tanha Na Hote!
हमने कब कहा कि कीमत समझो तुम हमारी,
ग़र हमें बिकना ही होता तो आज यूँ तनहा न होते।
Chirag Bujhati Hai Hawa
Hawa Se Kah Do Khud Ko Aazma Ke Dikhaye,
Bahut Chirag Bujhati Hai Ek Jala Ke Dikhaye !
हवा से कह दो खुद को आज़मा के दिखाये,
बहुत चिराग बुझाती है एक जला के दिखाये।
Zindgi Pe Mohabbat
Ab Kyu Na Zindgi Pe Mohabbat Ko Baar De,
Is Aashiqi Me Jaan Se Jana Bahut Hua !
अब क्यों न ज़िन्दगी पे मुहब्बत को वार दें
इस आशिक़ी में जान से जाना बहुत हुआ ।
Bikharne Dete Hain Zindgi
Chalo Bikharne Dete Hain Zindgi Ko Ab,
Sabhaalne Ki Bhi To Ek Hadd Hoti Hai !
चलो बिखरने देते है जिंदगी को अब,
सँभालने की भी तो एक हद होती है ।
Baarishen Is Taarah Se
Baarishen Kuchh Is Taarah Se Hoti Rahin Mujh Pe,
Khwahishen Sookhati Rahin Palken Bheegti Rahin!
बारिशें कुछ इस तरह से होती रही मुझ पे,
ख्वाहिशें सूखती रही और पलके भीगती रही।
Mohabbat Bhi Siyasat Ki Tarah
Kayi Aankhon Mein Rahti Hai,
Kayi Baahe Badalti Hai,
Mohabbat Bhi Siyasat Ki Tarah
Raahein Badalti Hai.
कई आँखों में रहती है कई बांहें बदलती है,
मुहब्बत भी सियासत की तरह राहें बदलती है।