- Home
- Page-44
हिंदी शायरी
Talab Ki Raah Mein
वसीम बरेलवीतलब की राह में पाने से पहले खोना पड़ता है,
बड़े सौदे नज़र में हो तो छोटा होना पड़ता है।
Talab Ki Raah Mein Paane Se Pehle Khona Padta Hai,
Bade Saude Nazar Mein Ho To Chhota Hona Padta Hai.
Shayari Dard Maafiq Hai
Mohabbat Ki Nafasat Ka Bahana Bhool Jaaoge,
Humare Zakhm Dekhoge Nibhana Bhool Jaoge,
Humein To Dard Maafiq Hai Mausam-e-Hijr Mein HumDam,
Isey Tum Jee Ke Dekhoge Zamana Bhool Jaaoge.
मोहब्बत की नफ़ासत का बहाना भूल जाओगे,
हमारे ज़ख्म देखोगे निभाना भूल जाओगे,
हमें तो दर्द माफिक है मौसम-ए-हिज्र में हमदम,
इसे तुम जी के देखोगे ज़माना भूल जाओगे।
Teri Khushiyan Azeez Hain
तुझसे हारूं तो जीत जाता हूँ,
तेरी खुशियाँ अज़ीज हैं इतनी।
Tujhse Haarun To Jeet Jata Hoon,
Teri Khushiyan Azeez Hain Itni.
और भी ज़ख्म हैं
दिल कहता है मोहब्बत नहीं क़यामत है ये,
फिर दिल की दीवार पर तेरा चेहरा क्यूँ है,
और भी ज़ख्म हैं तेरे ज़ख्मों के सिवा,
तेरे ही ज़ख्म का दाग इतना गहरा क्यूँ है।
Dil Kehta Hai Mohabbat Nahi Qayamat Hai Ye,
Fir Dil Ki Deewar Par Tera Chehra Kyun Hai,
Aur Bhi Zakhm Hain Tere Zakhmon Ke Siwa,
Tere Hi Zakhm Ka Daagh Itna Gehra Kyun Hai.
वो एक अजनबी है
वो एक अजनबी है मगर रूह सनास लगता है,
मेरी तरह मुझे वो भी उदास लगता है,
करूँ तलाश तो हो शक वजूद पर उसके,
जो आँखें बंद करूँ तो आस-पास लगता है।
Wo Ek Ajnabi Hai Magar Rooh-Sanaas Lagta Hai,
Meri Taraha Mujhe Wo Bhi Udaas Lagta Hai,
Karoon Talash To Ho Shaq Wajood Par Uske,
Jo Aankhein Band Karoon To Aas-Paas Lagta Hai.
Unki Yaadon Ko Mitana
उनकी यादों को मिटाना बहुत कठिन है,
अपने गम को भूल जाना बहुत कठिन है,
जब राहे-मयखानों पर चलते हैं कदम,
होश में लौट कर आना बहुत कठिन है।
Unki Yaadon Ko Mitaana Bahut Kathhin Hai,
Apne Gham Ko Bhool Jaana Bahut Kathhin Hai,
Jab Raah-e-Maykhana Par Chalte Hain Kadam,
Hosh Mein Laut Kar Aana Bahut Kathhin Hai.
Ye Watan Ki Mohabbat Hai
फना होने की इज़ाजत ली नहीं जाती,
ये वतन की मोहब्बत है जनाब
पूछ के की नहीं जाती।
Fana Hone Ki Izaajat Li Nahin Jaati,
Ye Watan Ki Mohabbat Hai Janaab...
Poochh Ke Ki Nahin Jaati.
Shararat Se Keh Diya
अचानक चौंक उठे नींद से हम...
किसी ने शरारत से कह दिया कि वो मिलने आये हैं।
Achanak Chaunk Uthhe Neend Se Hum...
Kisi Ne Shararat Se Keh Diya Ki Wo Milne Aaye.